Gosh Junior Rani Laxmi bai full on in actionšš
Pehle round main Baatcutter ne Linecutter ko French bolna sikha diya š¤£š¤£š
Doosre Round main Ramaira ne chabilal jee ko bawala kar diya šš š¤£
Jab Ramaira jee ko laga ke Chabilal jee ne apni insult kuch zyada hee dil par le li hai aur wo aape se bahaar horahe hain tou unhon ne room se bhaagna hee behtar samjha ...š¤£
Tab Chabilal jee ne apni dard bhari awaaz main yeh kaha " O Meri jaan O meri jan mere ko majnu banakar kahan chaldi kahaan chaldi Pyaar ki pungi baja kar "š¤£
Magar ussi waqt Universejee ne chaal chali šš aur Light football khelne chali gaiš¤£š¤£š¤£
aur Kriyaansh ki favourite hobby aik doosre par fall karna ,unhein iska waqt mil gaya ...aur is baar tou zameen par gire pare kapron ne unki bari hee sahita kišš
Ab dekhte hain itne excitment k baad hamein kya milta??? Babajee Ka thullu ya ššš
Edited by Endurance - 11 years ago