pinka28 thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail + 2
Posted: 18 years ago
#1

yaar maan lo RAJ naina ko manne k liye gane gaye to ye hi gayega na

Humse Rahoge kya hamesha khafa
Maaf bhi kardo jaana
Maan to li hai humne apni khata
Maaf bhi kardo jaana
Dekho ye gussa chhodo
Ab tum ye kissa chhodo
Dekho ye gussa chhodo
Ab tum ye kissa chhodo
Hum hain sharminda galti hogi na aindaa

Humse Rahoge kya hamesha khafa
Maaf bhi kardo jaana
Maan to li hai humne apni khata
Maaf bhi kardo jaana
Dekho ye gussa chhodo
Ab tum ye kissa chhodo
Dekho ye gussa chhodo
Ab tum ye kissa chhodo
Hum hain sharminda galti hogi na aindaa

Humse Rahoge kya hamesha khafa
Maaf bhi kardo jaana

Maan bhi jaao suno tumko kasam hai
Kaisi ye zidd hai kaisa sitamb hai
Milte ho jo kahin
Dekhte bhi nahin
Maan bhi jaao suno tumko kasam hai
Kaisi ye zidd hai kaisa sitamb hai
Milte ho jo kahin
Dekhte bhi nahin
Aisa bhi roothna kya bhala
Dekho to ek nazar tum zara
Aisa bhi roothna kya bhala
Dekho to ek nazar tum zara
Jo tum pe marta hai uska hai ab haal kya

Dekho ye gussa chhodo
Ab tum ye kissa chhodo
Dekho ye gussa chhodo
Ab tum ye kissa chhodo
Hum hain sharminda galti hogi na aindaa
Humse Rahoge kya hamesha khafa
Maaf bhi kardo jaana

Aise nikalo nahin tum humein dil se
Chaahne waale milte hain mushkil se
Socho zara meherbaan
Paaoge humsa kahan
Aise nikalo nahin tum humein dil se
Chaahne waale milte hain mushkil se
Socho zara meherbaan
Paaoge humsa kahan
Chhodo bhi tum ye naaraazgi
Aao bhi karlein hum dosti
Chhodo bhi tum ye naaraazgi
Aao bhi karlein hum dosti
Ab jaane bhi do ki jo bhi hua so hua

Dekho ye gussa chhodo
Ab tum ye kissa chhodo
Dekho ye gussa chhodo
Ab tum ye kissa chhodo
Hum hain sharminda galti hogi na aindaa

Humse Rahoge kya hamesha khafa
Maaf bhi kardo jaana
Dekho ye gussa chhodo
Ab tum ye kissa chhodo
Dekho ye gussa chhodo
Ab tum ye kissa chhodo
Hum hain sharminda galti hogi na aindaa

Humse Rahoge kya hamesha khafa
Maaf bhi kardo jaana.
but i hope vo kabhi use mnaye nahimain to ye chati hun ki NAINA ye gana gaye RAJ liye aur phir RAJ khe dekhuga sochuga kal perso kuch kahunga😆
Edited by pinka_anshu - 18 years ago

Created

Last reply

Replies

1

Views

520

Users

2

Frequent Posters

nidhi2013 thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Stunner Thumbnail Networker 2 Thumbnail
Posted: 18 years ago
#2
raj pls tum naina kot mana na

woh tumhare liye kaabil nahin hain

she is dumbo 😡

Related Topics

Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".