Hi friends,
i am here with two more songs which rightly describes Dev Kaajjal's present situation.So here Dev sings first
Aise na mujhe tum dekho sine se laga lungaaaa...
Tumko main chura lunga tum se dil main chhupa lungaaa...
Tere dil se e dilbar dil mera kehta hai,
Pyaar ke dushman log mujhe dar lagta rehta hai,
Tham lo tum meri bahein main tumhein sambhalungaaa...
Tum ku main chura......
Dhimi dhimi aag se ek shola bhadkaya hai,
Dur se tumne is dil ko itna tarsaya hai,
Mail ab is dil ke saare armaan nikalungaaa...........
Tum ko main chura........................
Pyaar ke daaman mein chunkar hum phool bhar denge,
Raaste se kaante saare dur kar denge,
Jaaneman tum ko mein apni jaan bana lungaaa..........
Tum ko mein churaa...................
Then both sings like follows
Yeh dil toh mila hai sirf tujhe pyaar karne ke liye,
Yeh aankhen mili hai bas tere deedar karne ke liye,
Tauba meri tauba socha bhi nahin tha aisa haal hoga ishq mein,
Yeh dil toh.........................
Then Kaajjal sings......
Kyun jaane kyun yun lagi lagan,badlaa mizaz bekhabar hai mann,
Ishq ka hai yeh koun sa makam,na mile jahaan ek pal aaram,
Bechain karne laga hai yeh diwanapan,
Yeh dhadkan mili hai sirf tujhe pyaar karne ke liye,
Yeh aankhein mili hai.......................
Then Dev sings kuchch aise....................
Pyaar ki gali khwab ka sahar,har jagah tujhe dekhe nazar,
Zor na chale jazbaat par de diya tujhe jano jigar,
Tere bina ab toh mushkil hai yeh mera gujar,
Yeh saansein mili hai sirf tujhe pyaar karne ke liye,
Yeh aankhein mili hai..................................