This is what Khushi finally understood and accepted when Arnav had supposedly gone to London but was in fact kidnapped and no one had any idea about it. She could not stop worrying and thinking about the very man who blackmailed and forced her to marry him for 6 months, made her sleep outside the room on their wedding night, told her that she has no character and accused her of being a gold-digger and a home-breaker.
The longing to hear from him and see him was torturing. Khushi kept checking her phone to read the one single message he sent saying that he reached London but she still found no peace. She could not shake off the feeling that something wrong had happened to him. She knew that he was in danger. She had a very strong intuition about it after all their heartbeats had become one.
Tu hi bata mere maula, tu hi bata mere rabba
Takhrar se shuru hote hai
Nafrat ke saye mein panabte hai
Girte hai, barte hai par kayam rehte hai
Nafrat barti jaati hai aur rishte ki gaandh aur gehri hoti jaati hai
Itni ke ek din nafrat bhi aur bardne se sharma jaati hai
Aur woh rishta sirf ek bandhan banke renhe jaata hai
Lekin sirf nafrat walah
Kabhi kabhi aisa lagta hai jaise nafrat ki use mahol mein kuch to hai
Jo hamse kehta hai iss unsoone, anjane se, ankahe se ehsaas ko ek morka to do
Par jisse rishte ki neev hi nafrat par rakhi gayee ho
Usse kuch bhi umeed lagana nadani nahin to aur kya hai
Aur shayad yeh nadani hum kar baithe
Warna kyun itni nafrat ke bawushud hume apki yaad aa rahi hai
Kyun hum apse larte hai, jaagarte hai
Par apke jaane ke baad aap hi ki raah dekhte hai
Hawain se aapki baatein karte hai...
 
 
 
  
 
  
  
 
 
 
 
 
 
 
 
 
 
 
  
  
  
  
  
 
 
 
 
 
 
 
 
 
 
 
 
 Kyunki Saas Bhi Kabhi Bahu Thi 2
Kyunki Saas Bhi Kabhi Bahu Thi 2
 
         
          
329