Originally posted by: shrutigoswami
haan ye to final hi hai kamla maa to kalpi ka saath hi degi but hope kamla maa ko koi bataye ki kalpi ke man me kya hai kyuki kalpi to batayegi nahi aur raghav ka to sawal hi nahi hai...
coz jab kamla maa ko pata hi nahi hoga Ragna ke bare me to wo help kaise karengi ragna ki
???