Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 19 Aug 2025 EDT
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 20 Aug 2025 EDT
DAHII HANDI 19.8
Shradhanjali to Mr Anshuman Raizada
Disaster Monday: War 2 falls 75% to Rs. 6 cr, shows cancelled
Back to the pavilion when??
Did i heard right ???????
IMMORAL CRINGE 20.8
Faissal Khan's Shocking Revelations
KJO To Return In 2026 With Classic Hindi Cinema
Aishwarya Rai Bachchan in a new advertisement for #Loreal
I find it unprofessional
Rashmika Mandanna & Vijay Devarakonda India Day New York parade
So the roles are officially switched…
Originally posted by: -Crazy4AsYa-
growing more interesting!!! Asad vl soon turn grey n manipulative😉
continue soon
As usual awesome updateThank u😊Keep writingUr promo Asad vl turn grey but not evil like Tanveer😉Is making me anxious Asad vl try hard to indirectly make Zoya think dat she sud marry him😛Please update soonHope zoya realises asads love It vl take some more time after Kabir enters d story😃Thanks 4 the pm😛
A/N: Asad has turned grey n he has started to manipulate Zoya's mind n thinking. Asad is not evil but is only playing mind games wid Zoya.
Part 12
During d dinner, Dilshad is happy to see Asad n Zoya back as friends while Najma was unaware dat they had fight.
"Wow bhaijan, aapne aur Zoya ne mall k basketball game me trophy jeeti hai," said Najma wid a smile.
"Asad ne hi muje kaha tha game me participate karne ko," said Zoya wid a smile.
"Abhi tum dono acchhe dost ban hi gaye ho to, main chaahti hu ki Asad Zoya k liye koi acchha ladka chunne me madad kare," said Dilshad wid a smile.
Asad n Zoya r shocked n luks @ each other shockingly.
"Ammi, main Zoya k liye ladka kaise chun sakta hu?" asks Asad shockingly.
"Asad, I think tum Zoya k baare me bahot kuch jaan chuke ho to tum humaari madad kar sakte ho uske liye ladka chunne me," replied Dilshad wid a smile.
"Thik hai," said Asad.
While everyone is sleeping, Dilshad is still awake in her room. She is talking to Zeenat n Zahira on her cell. Zeenat's cell is on loudspeaker.
"Zoya humse nafrat to nahi karti hai na?" asks Zeenat.
"Nahi, tum aisa q keh rahi ho?" asks Dilshad.
"Tum to jaanti ho na humne Akram k saath Zoya ka rishta karke kitni badi galti kar di thi aur hum Zoya ko bahot emotional blackmail aur insist kar rahe the Akram se nikaah karne k liye. Humne to usse India aane se pehle nikaah k baare me kuch kaha tak nahi tha. Jab vo apne nikaah se bhaagkar vapas lauti thi tab bhi hum usse ye keh rahe the ki vo nikaah kar le aur baad me vo hum sab par bahot gussa ho gayi thi," replied Zahira.
-----Flashback-----
Zoya goes to her room while shouting repeatedly dat she don't want to marry while Zeenat n Anwar luks on(Scene continues 4m where Zoya return wid Anwar.) Anwar, Zeenat, Zameer n Zahira comes in Zoya's room.
"Zoya, I am sorry. Hume nahi pata tha ki Akram acchha ladka nahi hai aur hume abhi Anwar ne bataaya kuch gunde tumhaare peechhe pade the tumhaara jabardasti nikaah karwaane ko," said Zeenat keeping a hand on her shoulder.
Zoya brushed off her hand n said angrily, "Aap sabne kaha tha ki vo ladka acchha hai aur muje vacation k bahaane yaha nikaah karvaane laaye. Kisine meri feelings nahi samjhi? After all, main aap sabki khud ki nahi hu na. Main to adopted hu. Jab vo aadmi aapi se keh rahe the ki nikaah ya to meri marzi se ya goli k nishaanon par hogi fir bhi aap sab keh rahe the ki nikaah hoga. Aap sab mere saath isliye aisa kar rahe the qki aap mujse chhutkaara paana chaahte the qki main to sauteli to door man to adopted hu aur aap sabke liye burden hu. Aap sabne ye kaise soch liya ki aap sab muje kahi bhi fenk denge aur main vaha adjust kar lungi. Aap sabne ye socha kya ki main khush reh paaungi ki nahi aur main itne regressive ghar me kaise rahungi? Agar main aap sabko itna chhubti hu to main kahi chali jaaungi."
All r shocked to see her angry.
"Zoya, ye tu kya keh rahi hai? Tu hume galat samajh rahi hai. Hum to tera nikaah iskiye karvaana chaahte the qki tu apne past k baare me jaanna chaahti hai. Hume darr hai ki kahi tuje kuch ho na jaaye. Plz, hume chhodkar mat jaa," said Zahira.
"Ammi plz, aap sab ne mera trust toda hai. Aapko kya lagta hai main Akram ya kisi bhi ladke se nikaah karke khush reh paati thi? Nikaah karne k liye dono gharwaalon ka acchha rehna jaruri hota hai aur pyaar k bina nikaah nahi chalta hai. Zindgi ghutanbhari ho jaati hai. Aap sab to jaante hai ki main kisi bhi ladke se pyaar nahi kar paaungi to nikaah to bahot door ki baat hai. Main poori zindgi New York me rehkar yaha India me strangers k beech kaise rahungi? Ye aap sab ne socha tha kya? Akram ne jo gunde bheje the mere peechhe uske liye main use kabhi maaf nahi karungi. Agar vo aisa kar sakta to socho vo nikaah k baad mere saath kya kar sakta hai. Aap sabne domestic violence aur marital rape k baare me suna hi hoga na? Fir bhi aap chaahte hai ki main kisi se bhi nikaah karu," said Zoya angrily.
All were again shocked realizing d mistake they were committing.
"Zoya, dobaara aisa nahi hoga. Tera nikaah tabhi hoga jab tu chaahegi aur jisse chaahegi. Plz, hume chhodkar mat jaa. Hum tuje tere past se door rakhne k chakkar me bhool hi gaye the ki hum kitna bada faisla le rahe hai aur uska anjaam kya ho sakta hai? Humne ye bhi dhyaan nahi diya ki hum tuje dhokha de rahe jaise uss aadmi ne Zainab ko dhokha diya tha. Plz, tu kabhi aisa mat sochna ki hum tuje adopted samajhte hai aur tujse chhutkaara paana chaahte hai. Hum to tuje humesha khush dekhna chaahte hai," said Zameer.
Zoya did not said anything.
"Zoya, v r really sorry. Hum dobaara aisi galti nahi karenge," said Anwar.
Zoya smiled convinced dat all r really sorry for their mistake. She happily hugged 4 of them in a group hug.
-----Flashback Ends-----
"Hume to ek pal k liye aisa laga tha ki Zoya hume kabhi maaf nahi karegi aur humesha humse nafrat karegi," said Zeenat.
"Tum dono chinta mat karo," said Dilshad wid a smile, "Zoya tum sabse pyaar karti hai."
"Main chaahti hu ki iss baar ladka select karne me koi galti na ho," said Zahira, "Main to Allah se yahi dua karti hu ki Zoya ko bhi kisi acchhe ladke se pyaar ho jaaye aur uska usse nikaah ho jaaye. Main chaahti hu ki Zoya andhere se baahar aakar roshni dekhe."
"Main bhi dua karti hu ki aisa hi ho," said Dilshad n hung up.
Next day, some rituals goes in SM for Imraan n Nikhat's wedding. Next day, Ayaan is caught by Feroz n taken to d police station. He asks Ayaan abt his relation wid Asad. Asad comes n rescues him(Same scenes as d show which I vl not describe).
At night, Asad is sitting wid Zoya on d garden bench.
"Aap isse pehle kabhi India aayi hai?" asks Asad.
"Haan," replied Zoya, "Tab main 5 saal ki thi."
"5 saal ki to vo thi," thinks Asad.
Just, he gets a Skype call 4m Ayaan on his cell.
"Ayaan," said Asad.
"Bhaijaan, aapki yaad aa rahi thi," said Ayaan, "Zoya, tum bhi yaha ho."
"Muje dekhkar acchha nahi laga?" asks Zoya.
"Aisi koi baat nahi hai," replied Ayaan.
"Muje aaj jo hua uska bahot tension hua," said Asad.
"Koi bhi policewala kisi k personal life me widout reason itna ghusega? Usne tuje doosri baar pakda hai na? Muje lagta hai isme koi 3rd person involve hai aur vo psycho inspector definitely usike order pe ye sab kuch kar raha hai," said Zoya.
"Par vo Feroz kiske kehne par mere peechhe pada hai?" asks Ayaan.
"Vo to vahi jaanta hai," replied Zoya.
"Hume careful rehna padega," said Asad.
Next day, a man named Rizwan came to see Zoya. Zoya is wearing a yellow floral top.
"Zoyaji, aapko aise kapde nahi pehenne chaahiye qki ye humaare Indian tradition k khilaf hai," said Rizwan.
"Excuse me?" asked Zoya disapprovingly.
"Aapne thik kaha Zoya ko aise kapde nahi pehenne chaahiye," said Asad wid a smile.
Dilshad, Najma n Zoya got shocked.
"Muje bahot khushi huvi ki aap mujse sehmat hai," said Rizwan wid a smile.
"Vaise aap ko bhi jeans, t-shirt aur jacket nahi pehenna chaahiye qki ye kapde bhi humaare tradition k khilaf hai. Aapko to dhoti, kurta, lungi pehenna chaahiye," said Asad wid a smile.
Rizwan got shocked while Zoya, Najma n Dilshad smiled.
"Ye aap kya keh rahe hai?" asked Rizwan shockingly, "Aaj k zamaane me koi aise kapde pehenta hai kya? Main ye sab pehnunga to log mera mazaak udaayenge."
"Aap jaise selfish aur hypocrite insaan humaari Zoya k laayak nahi hai. She deserves better. Jo insaan sirf apne image k baare me soche vo apni biwi se kya pyaar karega. Aapne sahi kaha. Zamaana badal chuka hai. Par aap jaise logon ki soch nahi badle hai," replied Asad in a displeased tone.
"Rizwan, tum bahot hi self-centred ho. I can't believe ki tum jaise partial aur hypocrite ladke bhi yaha India me hote hai. U may leave," said Zoya in a displeased tone.
Rizwan leaves d house. After Rizwan goes, all 4 of them starts laughing.
"Aapne to uss idiot ka muh hi band kar diya. Thank u very much, Asad," said Zoya.
"Aise ladkon se aisa hi deal karna chaahiye," said Asad.
Dat evening, Zoya is outside showing some photos to some people asking them if they know sumthn abt those photos. She is unsuccessful in knowing abt them.
"Damn! Agar aisa hi chalta raha to main apne past k baare me kuch bhi pata nahi kar paaungi," thinks Zoya disappointedly.
Next day, Asad is making matar paneer in d kitchen. Zoya comes to him. Asad starts thinking abt d day after cumn 4m mazhar wen Dilshad told Zoya dat she sud get married. He also thinks abt Dilshad teln Asad dat he sud help in choosing a boy for Zoya. He gets unhappy thinking all dat.
"Kya bana rahe ho?" asks Zoya.
"Matar paneer," replied Asad.
"Main kuch madad kar du," said Zoya.
"Muje akela banaane do," said Asad in a dispproving tone.
"Muje matar paneer bhi banaane nahi aata hai. Par main yaha rehkar seekh to sakti hu kaisa banaate hai. Aur agar main kuch madad karungi to jaldi ho jaayega," said Zoya wid a smile.
Asad turns to her, stares in her eyes n says rudely, "Aap usi se jaakar seekhna aur usi ki madad karna jiske gharpe aap jaayengi. Muje aapki madad ki koi jarurat nahi hai. Main aapke yaha aane se pehle bhi khud akela hi manage karta tha aur abhi bhi vahi kar raha hu."
Zoya gets hurt by his rude behaviour n goes 4m d kitchen. Asad then realizes dat he spoke rudely wid her n feels guilty.
"Main usse aise rudely q baat ki? Use bura lag gaya," thinks Asad unhappily.
He thinks abt seeing Zoya in d dargah, Zoya cumn before his car twice, Zoya accidently sleeping on his bed on her 1st day in KV, Zoya falling in his arms after being tripped due to chips packet, Zoya hugging him after bandaging his wound on his forehead.
"Kahin muje Zoya se pyaar to nahi ho gaya hai?" thinks Asad.
He thinks abt feeling hurt wen Zoya tells Dilshad dat she does not want a guy like Asad, Zoya wrongly accusing him of being like men who don't treat women equal, Zoya wrongly accusing him for purposely calling Akram, Asad getn furious wen Waseem degrades Zoya, Asad getn disappointed @ Rizwan for his statement n rejecting him.
"Haan, muje Zoya se pyaar ho gaya hai," thinks Asad wid a smile.
Asad gets a call 4m Ayaan in his room.
"Hello," said Asad.
"Hello bhaijaan," said Ayaan.
"Kaise ho tum?" asks Asad.
"Main thik hu," replied Ayaan n continues wid a laugh, "Vaise abhi Badi Ammi ne aapko keh diya hai Zoya k liye koi acchha ladka dhundne ka fir to aap apni musibat se bahot aasaani se chhutkaara paa sakte hai uske liye koi ladka select karke use yaha se jaldi bhagakar."
Asad was not happy wid wat Ayaan said.
"Ayaan, uska naam Zoya hai musibat nahi," said Asad, "Aise kaise main Zoya k liye koi bhi ladka select kar du? Tumhe to pata hi hai na Zoya pyaar aur nikaah me believe nahi karti hai aur tumhe to Akram ka incident pata hai na. Tumhe ye bhi pata hai na ki Waseem aur Rizwan kaise nikle. Tumhe to ye bhi pata hai ki Waseem par to Zoya ne attack hi kar diya tha. Tab tum aisi baat kaise kar sakte ho? Hum dono abhi dost hai. Muje Zoya k yaha rehne se bilkul problem nahi hai aur vo usi ladke se nikaah karegi jo vo use deserve karta hai."
"Aap aajkal Zoya ki kuch jyaada hi chinta kar rahe hai," said Ayaan.
"Zoya meri dost hai. Agar vo kisi galat ladke k saath phas gayi to acchha nahi hoga aur kya pata vo apne nikaah se fir se bhaag jaaye," said Asad.
"Haan, vo to hai," said Ayaan.
Asad smells sumthn n is shocked to see his matar paneer burning.
"Oh shit," said Asad shockingly as he quickly turns off d burner.
"Kya hua bhaijaan?" asks Ayaan.
"Matar paneer jal raha hai. Main abhi rakhta hu," replied Asad.
"Okay," said Ayaan n hung up.
Asad sees Zoya cumn in d kitchen. He remembers talking rudely wid her some minutes ago n feels guilty.
"Zoya, I am sorry for talking rudely wid u," apologized Asad.
"Y did u do dat? V r friends now. Right?" asked Zoya.
"Ab main kya jawaab du Zoya ko?" thinks Asad.
"Zoya, I really did not meant to be rude wid u. U know wat? Waeem aur Rizwan k vajah se muje aapki chinta hone lagi. Aapne jab kaha ki aapko meri madad karni hai to maine socha ki aage chalkar koi bhi ladka aapko granted na le le. Jaise vo aapse ye na kahe ki khaana banaana sirf ladkiyon ka kaam hai. Isliye, maine gusse me aapko hurt kar diya. Ladkon ko bhi khaana banaane aana chaahiye jisse vo ladki ka madad kar sake khaana banaane aur vo upset rahe to vo ladka uska favourite dishes banaakar use khush kar sake. Yaha bahot saare ladkon ko ye baat samajh me nahi aati hai. Unhe lagta hai unka khaana banaana unke ladke hone ka insult hai. Vo sirf apne baare me sochte hai aur yahi chaahte hai ki sirf ladki unhe humesha unke mann khaana banaakar khilaaye aur vo aaraam se baithkar khaate rahe. Main nahi chaahta tha ki aapko koi ladka granted le. Main chaahta hu ki aapko bahot acchha ladka mile. Aap to jaanti hai ki muje aur Ayaan ko kitna acchha khaana banaane aata hai. But wateva d reason, muje aapse politely baat karna chaahiye tha. I am sorry," replied Asad.
"Its okay, Asad. But aap ye baat pehle bhi to bata sakte the na. Aapko aise rudely baat nahi karna chaahiye tha. U said right, aise idiot ladke sachmuch hote hai aur apne liye ladka select karte waqt muje unse careful rehna padega. Muje khaana banaane ka knowledge bahot kam hai aur maine bhi aise bahot baar khaana jalaaya hai," said Zoya.
Asad was smilingly inwardly as Zoya said those sentences.
"Bahot acchha excuse diya hai tumne Zoya ko, Asad. Isse usne muje maaf bhi kar diya aur maine uske mann me baaki ladkon k khilaaf negative thoughts bharna shuru kar diya. I am sorry, Zoya. I don't hv any evil intentions. I just want u to be happy," thinks Asad.
"Zoya, hume firse banaana chaahiye. Main Ayaan se baat kar raha tha aur khaana jal gaya. Aap mera madad kar sakti hai. Main aapko matar paneer banaana sikha dunga," said Asad.
"Fine," said Zoya.
In d evening, all 4 r in d hall in KV chatting wid each other.
"Zoya, agar aap India me rehti aur humaare school me rehti to aap bhaijaan se sirf 1 hi class neeche padhti thi qki aap unse 1 saal chhoti hai na," said Najma.
"No Tamatar, main Asad se ek class neeche nahi Asad k hi class me padhti thi qki maine nursery nahi padhi thi aur direct Junior KG me gayi @ d age of 3. Meri ammi sochti thi ki nursery me jyaada kuch padhaai nahi rehta hai aur meri basic padhai mere ammi ne hi muje karaaya tha. Main Asad se 1 saal nahi sirf 5 mahina chhoti hu," said Zoya.
Asad got puzzled n became thoughtful as Zoya said all dat.
"Kahi ye sachmuch Baby Elephant to nahi hai?" thinks Asad, "Vo Baby Elephant jo 20 saal pehle meri, Ayaan aur Najma ki dost ban gayi thi. Muje to pata lagaana hi padega."
At night, Asad in his room is lukn @ some old photos of his childhood in which he, Ayaan n Najma r wid none other than Zoya n Haider.
"Dinosaur and Popcorn," said Asad lukn @ Zoya n Haider's photo.
-----Flashback-----
Zoya n Haider comes in a bedroom n is happy to see many toys around.
"Yaha to bahot saare toys hai, Dinaosaur," said Haider.
"Popcorn, chal catch catch khelte hai," said Zoya.
Zoya takes a ball which was lying around n starts playing catch catch wid Haider. As they r playing, unknown to them Asad n Ayaan enters d room n r shocked to see 2 kids in their room dat also playing wid their ball. They r in their school uniform. Ayaan charges 2wards Haider n snatches d ball.
"Abey oye choohe(rat), mere ball k saath q khel raha hai?" asks Ayaan.
Zoya furiously charges 2wards Ayaan n pushes him on d bed.
"Chooha kisko bola ha?" asked Zoya annoyingly.
"Bhaijaan," shouts Ayaan.
Asad comes near them n makes Ayaan stand on d ground.
"Oh ho ho, acchha to ye Baby Elephant iss choohe ki bodyguard hai," taunts Asad n laughs wid Ayaan as they r teasing them.
"Tune muje Baby Elephant kaha?" asks Zoya annoyingly.
"Haan kaha, itni moti jo hai tu," replied Asad wid a laugh.
"Bhaijaan, hum inn dono paagal ko humaare room se nikal dete hai," said Ayaan wid a laugh.
"Paagal hum nahi tum dono ho," said Haider annoyingly.
"Hum iss room se nahi jaayenge," said Zoya.
"Tum dono ko jaana hi padega. Chalo, niklo yaha se," said Asad.
"Hum yahi rahenge," said Haider.
"Dekhte hai tum dono yaha kaise rehte ho," said Asad.
Asad is trying to push Zoya outside d room while Ayaan is trying to push Haider outside d room. Zoya n Haider r fighting back.
"Jao yaha se," said Ayaan.
"Hum nahi jaayenge," said Haider.
"Hum isi room me rahenge," said Zoya.
"Ye room me humaara hai," said Asad.
All 4 r pushing n shouting @ each other.
Dilshad n an another woman comes in d room.
"Tum chaaron lad q rahe ho?" asks Dilshad.
"Ammi, ye dono humaare kamre me jabardasti ghus aaye hai aur humaare toys se khel rahe the. Iss moti ne muje bed par dhakka bhi diya," replied Ayaan annoyingly.
"Ammi, isne Haider ko chooha kaha tha," said Zoya annoyingly to d other woman.
"Zainab, ye bacche to jhagda kar rahe hai," said Dilshad worriedly.
"Ammi, ye dono hai kaun?" asked Asad.
"Asad beta, ye Zoya aur Haider hai. Zainab aunty k bacche. Ye humaare saath kuch din rahenge. Zoya, Haider, ye dono mere bete hai, Asad aur Ayaan," replied Dilshad.
"Aunty, ye dono hume apne room se nikal rahe hai," said Zoya innocently.
"Vo bhi dhakka dekar," said Haider innocently.
"Asad aur Ayaan, ye galat baat hai. Tum chaaron isi room me rahoge aur ek hi bed share karoge," said Dilshad.
-----Flashback Ends-----
Asad smiles @ d memories.
"I hope ki tum vahi ho," said Asad wid a smile lukn @ Zoya's childhood photo among them.
Precap: #A guy named Omar comes to see Zoya. Omar turns out to be a good guy but Asad finds an excuse to reject him wen he tells dat some of his relatives r orthodox. Wen Zoya asks him y he rejected him so easily wen he was not bad like others. Asad tells her dat he may not be bad but due to some of his orthodox relatives, he can change n it vl be difficult for her to live wid him n his family. Zoya believes him n thanks him. Asad smiles in victory thinking dat he had to do d same wid other guys like he did wid Omar n he had to be more friendly wid Zoya making her somehow believe dat only he can be best for her.
#Zoya sees some cookies on d coffee table in d hall n takes a bite of 1 of d cookies. Zoya starts feeling dizzy as she takes d bite n calls Asad who is d only 1 @ home. Asad comes n sees Zoya falling on d floor. Zoya asks him whether d cookies had peanuts n Asad nods. Zoya tells him dat she is allergic to peanuts. Asad is shocked n starts to panic. Asad thinks dat Baby Elephant too was allergic to peanuts. Zoya faints n he recalls d childhood incident wen Zoya ate biscuits containing peanuts n started feeling dizzy n how her mom injected her wid emergency injection for allergy attack. Asad sees Zoya who has fainted. He panics saying dat her condition is becumn worse n runs to her room. He searches her room n finds an injection in her medicine pouch. He takes d injection n runs in d hall 2wards Zoya.
#Asad is still upset thinking how Zoya fainted before him due to allergy n he is getn more doubtful whether his childhood friend Zoya n Zoya Farooqui r d same.
#Next day, Asad takes Zoya outside n shows her d places she has not seen. He also takes her to some pani-puri n jalebi stalls where he n Ayaan tuk Zoya n Haider in d childhood to find out if Zoya remembers sumthn.
#Ayaan is kidnapped by Feroz n his men n is taken to a factory.
Like for PMs😊
Originally posted by: asifiqbalsh
Awesome update Thank u😊
Asad is going to reject all guys for zoya Yes, he has turned grey but he vl not cross his limits😉
He doubted that zoya is his childhood friend He is keen on findiing if his doubt is right😃
Hope everything settle soon More suspense to come😛
Continue soon
Thanks
Asya FF: Rendezvous with Honor Asad Ahmed Khan is the prodigal son. All the tabloids say so. Coming from an affluent family in Bhopal, he's done...
[NOCOPY] Hello everyone! Happy to be here. I was searching for an opportunity to be here with all of you as a member after a long time as writer...
Writer - ExoticDisaster | Graphicer - Oh_nakhrewaali | Theme - Bag Unfolding Yesterday Zoya coughed, pulling the scarf higher over her nose and...
This is one of the entries I had submitted for Valentine's day contest - A Bag full of love. cover : oh_nakhrewaali | writer : missFiesty_69 |...
This is one of the entries I had submitted for Valentine's Day contest - A bag full of love . cover : ExoticDisaster aka Shiri | writer :...
124