Vo huqqa queen jab dekho humara audha humara audha ye ka jaap karti rehti hai ...seriously iske is jaap se pakk chuki hoon main😡..
Usko bas ye chahiye ki sabhi begums iski gulam banke rahey...
Maza to tab aayega jab jalal jodha ko mallika e hind banayega tab iska face dekhne layak hoga tab dekhungi iska audha ka paudha kya karta hai...
Or ye kal badi rishtedar ban rahi thi us naagin maid ki...sach bolun to iski yehi aukaad hai ye naukraaniyon ki rishtedaar banney ke hi layak hai infact ussey bhi neechey..
Mujhey bas ek bar jalal ko is huqqu e audha ki maari ko ek thappad martey huey dekhna hai kash jalal isey jhaad de jodha ke liye vo bhi maza aayega