Lagta hai kth ki crew ko bhi ab serial mein koi interest nahinwarna itne major blunders par zaroor ghor karte.Ye to bas drame ko kisi tarha aage barhaana chahte hain.The two major blunders are
1.Sujal ki barsi itni jaldi.Piyush ki barsi to theek hai lagta tha ke saal ho gaya hai leken sujal ki barsi abhi to hardly do mahine hoe hoon ge or barsi.Drame ko ye kuch zayada hi jaldi aage barhaa rahe hai.
2.Mehak to pregnant thi na woh bhi tab jab sujal tokyo gaya tha.Sujal ki barsi ko ek saal bhi ho gaya or mehak ka bacha darmiyaan mein hi cancel.
Waah! Waah!Kya drama chal raha hai!👏