I know all of us are upset thinking about our show not being on air anymore
today when it completes one year emptiness in our lives & We are missing it so very badly,
lets go back in time to revisit some of the beautiful moments on the Parichay Journey...
The Journey Begins...
Musafir Hoon Yaaron Na Ghar Hai Na Thikaana
Mujhe Chalte Jaana Hai Bas Chalte Jaana

Teri meri, meri teri prem kahani hai mushqil
Do lafzoon mein yeh bayaan na ho paaye
Ik ladka ik ladki ki yeh kahani hai nayi
Do lafzoon mein yeh bayaan na ho paaye

Jindagi yeh safar mein hai, kat raha hai raasta
Humsafar toh hai magar, manjilein hai juda juda

Tere vaaste mera ishq sufiyana
Mera ishq sufiyana, mera ishq sufiyana
Tere vaaste mera ishq sufiyana
Mera ishq sufiyana, mera ishq sufiyana

(PS: Credits to the maker)
Dil sambhal ja zara
Phir mohabbat karne chala hai tu
Dil yahin ruk ja zara
Phir mohabbat karne chala hai tu

In lamhon ke daaman mein
Pakiza se riste hain
Koi kalma mohabat ka
Dohrate farishte hain

kaga sab tan khahiyo
ke chun chun khayio maas
do naina mat khaiyo
mohe piya milan ki aas

Main Toh Tere Pyar Mein Deewana Ho Gaya
Dilruba Yeh Bata Kya Karu Tere Siva
Main Toh Tere Pyar Mein Deewana Ho Gaya

tere naam se jee loon
tere naam se marr jaaun
teri jaan ke sadke mein kuchh aaisa kar jaaun
tune kya kar dala marr gayi main mitt gayi main
ho ji ha ji ho gayi main
teri deewani deewani

Zindagi ne pehni hai muskaan
Karne lagi hai itna karam kyun na jaane
Karvat lene lage hai armaan phir bhi hai
Aankh num kyun naa jaane O Saiyyan...

Main toh bas teri chahat mein Chahoon rehna sada
Main toh bas teri qurbat mein Chahoon rehna sada
Saya bhi tera meinHone na doon juda..
Maine theh kar liya

Kuch aisi lagan iss lamhe mein hai
Ye lamha kahaan tha mera
Ab hai saamne
Issey chhoo loon zaraa
Mar jaaoon ya jee loon zaraa
Khushiyaan choom loon
Yaa ro loo'n zaraa
Mar jaaoon ya jee loon zaraa



Mainda yaar mila de saaiyaan
Ek vaar mila de saaiyaan


Tumko dekh ke yun lagta hai
Koi bichda khwab aaya
Barso lambi raat se guzre
Subah ka jhonka laut aaya hai




Saans me teri saans mili toh mujhe saans aayi
Mujhe saans aayi, Mujhe saans aayi
Rooh ne chhu li jism ki khushboo tu jo paas aayi
Tu jo paas aayi, tu jo paas aayi
Saans me teri saans mili toh mujhe saans aayi
Mujhe saans aayi, Mujhe saans aayi

Guys i humbly request u all to tweet tomorrow atleast once if possible,
for Parichay, SiNal, Samir Sir, Keerti n the entire team
to show our gratitude towards them š
Kitni baatein yaad aati hai
Tasveerein si ban jaati hain
Main kaise inhein bhooloon
Dil ko kya samjhaun
Kyun poori ho na paayi daastaan
Kaise aayi hai aisi dooriyaan...

Thank You...