Posted:
abhi bhi vo siddhi ko insult karna band nahi kar raha,vo sach ko janna ki kosish nahi kar raha,sirf siddhi ko insult ki karta ja raha hai,precap mai dekha vo kaisa kahata hai,ki tum nameri ho saki na abhay ki,or na hi tum kisi or ki ho sakti ho,vo kaisa siddhi ka liya esa bol sakta hai,uska esa kahana ka reason ya to nahi jab tak vo apna ko richa ka saath dikha raha tha ,tab tak to usa sahi lag raha tha,par vo siddhi ko galat samajta to hai,par usa kisi ka saath nahi dekh sakta,vasa siddhi na kunal ka liya itna kuch kiya phir bhi aaj kunal usa galat samaj raha hai,or uski insult kar raha hai,bahut galat baat hai,kunal ko iska sabak jaroor milna chahiya,ab jald sa jald bacho ko camp sa vapas aa jana chahiya