Originally posted by: --nIdHi--
Zara der mein yeh kya ho gaya
Nazar milte hi kahan kho gaya
Zara der mein yeh kya ho gaya
Nazar milte hi kahan kho gaya
Bheed mein logon ki woh hai wahan
Aur pyaar ke mele mein akela itna hoon main yahan
🏏T20 Asia Cup 2025: AFG vs SL, 11th Match, Group B at Abu Dhabi🏏
HEALING SHUROO 18.9
Akash Ambani constantly holding radhika's hand and waist
Nerdtastically Navratri (CC Game, Sign Up Open)
Deepika Removed From Kalki 2
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Sept 18, 2025 Episode Discussion Thread
Bigg Boss 19 Daily Discussion Thread - 19th Sept, 2025
The Ba***ds Of Bollywood - Reviews
VICTIM KAUN 🤧 19.9
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Sept 19, 2025 Episode Discussion Thread
🏏T20 Asia Cup 2025: India vs Oman, 12th Match, Group A at Abu Dhabi🏏
Buddhiya ki Nautanki
ABC Pulls Jimmy Kimmel Off Air for Charlie Kirk Comments
How quickly time changes
Anupamaa 18 Sept 2025 Written Update & Daily Discussions Thread
Pari's hate for Tulsi
Alia bhatt special topic
Armaan has always been the victim
Baseer rental house
Anupamaa 19 Sept 2025 Written Update & Daily Discussions Thread
Originally posted by: --nIdHi--
Zara der mein yeh kya ho gaya
Nazar milte hi kahan kho gaya
Zara der mein yeh kya ho gaya
Nazar milte hi kahan kho gaya
Bheed mein logon ki woh hai wahan
Aur pyaar ke mele mein akela itna hoon main yahan
Originally posted by: sandy118_RiDdHi
a song for KN
Yeh kaali kaali aankhen, yeh gore gore gaal
Yeh theeki theeki nazrein, yeh hirni jaisi chaal - 2
Dekha jo tujhe jaanam hua hai bura haal
Yeh kaali kaali aankhen, yeh gore gore gaal
Yeh theeki theeki nazrein, yeh hirni jaisi chaal
Originally posted by: --nIdHi--
meree yado me, mere khwabo me roj aate ho tum
iss tarah bhala meree jan mujhe kyu satate ho tum
teree baho se, teree raho se yun naa jaunga mai
yeh irada hai, meraa wada hai laut aaunga mai
duniya se tujhe churalu, thoda intjar karlo
jitna bekarar hu mai, khudko bekarar karlo
meree dhadkano ko samjho
Originally posted by: Aditi147
Paaya maine, paaya tumhe, rab ne milaya tumhe, honthon pe sajaya tumhe, nag mein sagaya tumhe
Paaya maine, paaya tumhe, sab se chupaya tumhe, sapna banaya tumhe, neendhon mein bulaya tumhe
Chahaton ka mazaa, faasalon mein nahin
Aa chupa loon tumhe hauslon mein kahin
Sab se upar likha, hai tere naam ko
Khwaishon se jude silsilon mein kahin
Originally posted by: Akki-Rocks
Judge: U r crossing the limits.
Thakral: Kaun Saala aisa kehta hai?
Judge: How dare you call me saala?
Thakral: My Lod, I said kaun 'Sa Law' kehta hai..???🤣
Originally posted by: sandy118_RiDdHi
Khwaishein milne ki tumse, khwaishein milne ki tumse
Roz hoti hai nayi
Mere dil ki jeet meri maat ban gayi
Hoo tum jo aaye zindagi mein baat ban gayi
Paaya maine, paaya tumhe, rab ne milaya tumhe, honthon pe sajaya tumhe, nag mein sagaya tumhe
Paaya maine, paaya tumhe, sab se chupaya tumhe, sapna banaya tumhe, neendhon mein bulaya tumhe
Originally posted by: --nIdHi--
Juda Hoke Bhi Tu Mujhmein Kahi Baaki Hai
Palkon Mein Banke Aansu Tu Chali Aati Hai
Juda Hoke Bhi
Waise Zinda Hu Zindagi Bin Tere Main
Dard Hi Dard Baaki Raha Hai Seene Mein
Saans Lena Bhar Hi Yaha Jeena Nahi Hain
Ab Toh Aadat Si Hai Mujhko Aaise Jeene Mein
Juda Hoke Bhi Tu Mujhmein Kahi Baaki Hai
Palkon Mein Banke Aansu Tu Chali Aati Hai
Saath Mere Hain Tu Har Pal Shab Ke Andhere Mein
Paas Mere Hain Tu Hardam Ujale Savere Mein
Dil Se Dhadkan Bhula Dena Aasan Nahi Hai
Ab Toh Aadat Si Hai Mujhko Aaise Jeene Mein
Juda Hoke Bhi Tu Mujhmein Kahi Baaki Hai
Palkon Mein Banke Aansu Tu Chali Aati Hai
Ab Toh Aadat Si Hai Mujhko Aaise Jeene Mein
Yeh Jo Yaadein Hai
Sabhi Kaatein Hai
Katado Inhe
Ab Toh Aadat Si Hai Mujhko
Originally posted by: sandy118_RiDdHi
Yeh bikhri bikhri zulfein, yeh jhuki jhuki palkein
Yeh gori gori baahein, hum kyoon na tumhe chaahe
Aisa to humne pehle dekha nahin kamaal
Yeh kaali kaali aankhen, yeh gore gore gaal
Yeh theeki theeki nazrein, yeh hirni jaisi chaal 😆
Originally posted by: Akki-Rocks
Naa woh aa sake naa hum kabhi jaa sake,
Naa dard dil ka kisi ko suna sake.
Bus baithe hai yaadon mein unki,
Naa unhone yaad kiya aur naa hum unko bhula sake.
Kuch khabar nahin hum ko apna ya paraya hai,
Dhoondne ye dil jis ko is gali mein aaya hai
Hum duayein dete hain tum ko phir bhi jan-e-jan
Magar tum ne is dil ko be-panah sataya hai
Maar kar mujhe qatil ghumzada sa lagta hai
Is liye to chalte huye thora larkhadaya hai
Kash apne dil ki aag ashk se bujha sakte
Rooth jab gaye ansu usne tab jalaya hai
Bewafa zamane mein kuch wafa shanason ne
Zikr-e-dil zamane se har qadam chhupaya hai
Jal raha tha dil mera phir bhi shukr hai itna
Unko is tamashe mein kuch maza to aaya hai
So rahe the sir rakh ke aaj mere kandhe par
Zeest mein sanam hum ne kuch maza to paya hai.