Rutha na jaana tumse kahoon toh
Main in aankhon mein jo rahoon toh
Rutha na jaana tumse kahoon toh
Main in aankhon mein jo rahoon toh
Tum ye jaano ya na jaano
Tum ye maano ya na maano
Mere jaisa deewana tum paaoge nahin
Yaad karoge main jo na hoon toh
Rutha na jaana tumse kahoon toh
Meri ye deewangi kabhi na hogi kam
Jitne bhi chaahe tum karlo sitam
Meri ye deewangi kabhi na hogi kam
Jitne bhi chaahe tum karlo sitam
Mujhse bolo ya na bolo
Mujhko dekho ya na dekho
Ye bhi maana mujhse milne aaoge nahin
Saare sitam hanske main sahoon toh
Rutha na jaana tumse kahoon toh
Prem ki dariya mein lehrein hazaar
Lehron mein jo bhi dooba hua wohi paar
Prem ki dariya mein lehrein hazaar
Lehron mein jo bhi dooba hua wohi paar
Oonchi neechi neechi oonchi
Neechi oonchi oonchi neechi
Lehron mein tum dekho kaise aaoge nahin
Main in lehron mein jo bahoon toh
Rutha na jaana tumse kahoon toh
Tum ye jaano ya na jaano
Tum ye maano ya na maano
Mere jaisa deewana tum paaoge nahin
Rutha na jaana tumse kahoon toh
Main in aankhon mein jo rahoon toh
Rutha na jaana tumse kahoon toh
Main in aankhon mein jo rahoon toh..