After saying "Kya muskuraa rahi ho,jhoothe banadiya na mujhko" Kunal(V)

or a sorry from herbut M ne kiya bhi toh kya,ek nazar bhi nahi diya V par aur seedhe jaake windows close kiyi hai,aur change karne keliye jaarahi thi.
This hurt our Modern V so much that he has to turn around and seek her attention by saying-sab sach boldiya tune,jhooth nahi bol sakti ho kya,mujhe jhoota sabith karhi diya na.Court mein sach chupane mein mahir ho toh ghar mein dimaag nahi chaltha hai kya" .M is no less than V,she just cornered him by giving counter-aapne papa ko jhooth kyu bola jiska jawab V ke paas nahi aur vakil sahiba ne case dismiss kiyi hai.
Big time failure of V's "Mein root gaya hu,Mujhe manaale Campaign"
This scene was very funny and shows certain level of comfort between them particularly from V's side.I liked it very much.😍