yeh dargaye kya fans se 🤣🤣
Unnati 🤗 donon khel rahe hai. Dekh kaise donon ne edit kiya and KD is back to his hearts and she took KD from sisters list 😆
Christmas day haina, kuch zyaada hi ek doosre ki taang keech rahe hain donon😆
Mujhe toh insta ke bacho par gussa aa raha hai😑
yeh koi inside joke hoga par fans ka bp high kardiya inn dono ne 🤣🤣🤣
Waise aacha hai edit kardiya warna tc ka article sabse pehle aata 🤣