its shocking to know that i was not coming in this forum yarrrrrrrrrr pata hai kia hua jab meray bhai nay woh message bheja tha na kay main apni studies ki waja say nahin a saki uss kay chand din badd hamara computer kharab ho gayajiss ki wajah say main........................................aur abb septerber a gaya hai and m eraco l lag e bhi khul chuka hai jiss ki waja say main forum per kam kam hi aya karoon gi b/c main docter banna chahti hoon and appp sabb ko to pata ho ga kay kitni mehnat kerni paray gi so........................but i missed all of u emaan,sarah,amreen,sehar,sadaf,juvi,aji,saba,mana,anam,euro paki gal 9jo reh gaya hai please dont mind
PRAY 4 ME
😳