dont worry ... kisi nai mujhai kuch nahi kaha....
na hee kisi nai mujhai abhi tak paraya kiya hai....😆😆😆
actually i wanna ask abt a drama Apney Huai Paraey.... jo ptv per every friday 7:45pm per lagta hai.... uss kai mai nai icc friday walee ep miss ker dee....
can anyone tell me.... saarah nai kis sai shaadi ki..... Sikandar budhai sai ya... Dildaar sai..... n Azra begum nai khalida kai saath kiya kiya......😃