question is nice one n have truth in it........... well done saba..... 👏
mairai khayal sai shadi wale din sab sisters nai mehndi lagai hui thee....
2ndly jab amna haq kai husband ki bajai uss ki mother in law room mai aaye thee to uss nai jis haath sai apna ghoonghat sambhala tha wo acha khaasa mehndi sai bhara hua tha....
3rdly.... jab 2nd sis ka husband humayon saeed ko pata chalta hai kai usi cancer hai or wo mernai wala hai to apni wife ko batata hai to yeh bhi uss ka haath paker ker kehta hai kai...
tumharai haathon ki mehndi pheeki par gai hai... tumhain pata hai na kai mujhai tumharai haathon ki mehndi achi lagtee hai.... isai pheeka mat parnai diya kero.... then she began weep..........
😊