Part 5
After 2 days nisha was going to college on her scooty . suddenly her scooty punctured
Nisha : oh god aaj hi hona tha kya ??? Ab main kaise collage jaungi. .aaj tho meta seminar hai agar der se pounchi tho sab mera mazak udayenge. ..umesh bhayya ko call karungi (and she saw viraj.)aree ye vahi hai usdin main isse hi dant lagayi thi ..abi jaake sorry bolke aungi she rushes towards him
Viraj : aree aaj main koi accident nahi kiya hai please aaj mat dantiye
Nisha : laughs uncontrollably and took note book from her bag and write "I am very sorry "and show that to viraj
Viraj : sorry ??? par kis baat ki sorry
Nisha : vo uss din mai ne aapko bevajah hi dant liya aapki koi galati nahi thi phir bhi maine bina kuch soche samje aapko...
Viraj : hmmm iska matlap aapko pata chala meri koi galati nahi thi usdin thank god vahi mereliye kafi hai
Nisha : sorry please han aap bura mat maniye
Viraj : its k ab aap baar baar sorry bolte rahai tho mai bura manunga
Nisha : thank u ..main chalti hun ( and than she realise her scooty was punctured and she back to viraj)
Viraj : kya hua? ..accha baba maaf kardiya hai mai ne
Nisha : vo nahi...kya ye car aapki hai
Viraj : ji meri hi hai .kyun?
Nisha : kya aap mujhe collage tak drop karsakte hai vo kya hai na mera gadi puncture hua hai or mujhe der horahi hai
viraj : teek hai bait jayiye
nisha : aap mujhe aise aap kehke mat bulayiye or itna respect deneke zaroorth nahi hai
viraj : teek hai or aap sorry tum bhi mujhe aise hi baat karo
Nisha : main mere bhayya ko call karke mera gadi teek karne kehti hun and she called umesh
Umesh : hello nishu collage pahunch gayi kya?
Nisha : kaha bahyya raste main mera gadi puncture hogayi
Umesh : ab kaise javogi collage abhi batao kaha ho rum main abhi aati hun
Nisha : bhaiyya aap tension mat lijiye ..mujhe mera ek friend mila hai unke saat jarahi hun collage
Umesh : koun hai vo
Nisha : bahyya aap mujhpe shak kar rahe ho not fair
umesh : aisa nahi hai nishu bhayya hai na tumhara isiliye
Nisha : accha tho ghar main sab mujhe wish kuya kai par aap ne nahi kiya hai aap aaj jaldise dukan chalegye aaj
Umesh : accha teek hai. .meri behan kisi se kam todi na hai dhekte raho aaj ki seminar bahoti acche se hoga. .all the best nishu
Nisha : thank u bahyya main ab rakti hun han
Umesh : teek hai nishu sambal ke jana teri gadi ka repair main karwalungi ..bye (end the call)
Viraj : thank u
Nisha : kyun? Tum mujhe thank you kyun keh rahe ho
Viraj : tum apna brother se kaha na main teri dost hun isiliye
Nisha : vo kya hai na kamukha pareshan hojata hai isiliye aise kaha
Viraj : vaise aap ko kyun wish kar rahe the ..aaj aapka b'day ya koi khas din
Nisha : oh vo aaj collage main mera seminar hai isiliye sab wish kar rahe hai
Viraj : accha dhekiye bato baton main aapka collage bhi agaya
Nisha : oh ya thank you so much
Viraj : its k and ha all the best acchese kariyega aapka seminar
Nisha : thank u
Viraj : tum ghar vapas kaise javogi
nisha : mera ek dost hai sourav usko call karungi vo aajayega
Viraj : tho teek hai main chalta hun bye
Nisha : bye. .
viraj : ( was very happy) thank god aaj tak main apni zindagi main itna kush nahi tha products ye ladki se milke main kitna kush hun ye main bata nahi sakta (he was in doobi doobi mood)
Its evening
Nisha : aree yaar ye main kaha aagayi hun shortcut dundte dundte rasta bhul gayi ab main ghar kaise jau. .mbl ki battery bhi katam hona tha kya .subhah meri gadi ab ye mere mobile he bhagwan mujhe bachalo kaise bhi karke ghar pahunch a dena( viraj passing from that side he saw nisha ans stop the car)
Viraj : tum yaha kya kar rahi ho
Nisha : tum!!! Aree yaar aaj thi tun mereliye bhagwan ban kar aaye ho subhah or ab
Viraj : ( come out of the car) kya hua kuch pareshani
Nisha : pareshani nahi mussibat
Viraj : par hua kya ? vaise aapke seminar kaisa raha
Nisha : maine ko kia vo kaam teekse nahi hua aisa hosakta hai kya
Viraj : hmm that's good par aap itna pareshan kyun hai
Nisha : vo kya hai na ab tak main ghar main hona chahiye tha par meri gadi teek nahi hai na it kisiko pic karne bulau tho mobile ki battery bhi katam hui hai ab kya karun bohot tension horahi hai
Viraj : offo mujhe tho laga aap bohot daring hai par aap itna dar rahe ho
Nisha : mujhe bas maa or dadaji ki tensions maa tho Bina kisi vajah se tension leti hai or dadaji der se ghar pahunci thi gussa karte hai
Viraj : bas itni si baat keliye aap itna dar rahi hai..main aapko ghar chodungi
Nisha : itnisi baat. ..kyun aapke mummy tension nahi leti jab aap ghar derse pahunch thi ho..kyun unhe tumhari fiqure nahi hai
Viraj : felt very bad remembering his mom and dad and he dint say any single word and left from there )
Nisha : aree yaar kya hua. .mujhe drop nahi karoge aree ruk ( she shouts) ...ab mai kya karun kaise ghar jau ..agli baar ye mila tho chodungi nahi main
Sourav : are nishu tu yaha hai main tumhe kaha kaha nahi dunda. .pata hai tumhari mummy ne 50 baar mujhe call karchuki hai..tumhari phone ko kya hua hai
Nisha : vo battery katam hogayi hai yaar kya karu extra class thi isiliye der hogayi ghar jaldi pahunch ne ki chakkar main rasta bhul gayi kounsa shortcut hai ye yaad hi nahi
Sourav : bacchu tu aayi hai na ye shortcut road nahi main road hai shortcut vahase hai
Nisha : vahi tho main dhekhu ye kaha aagayi pata hi nahi chala
Sourav : vaise kisike saat jagla hua hai kya ?? Tumhara chehra aisa kyun hai
Nisha : she explained everything thing what had happened in the morning and now
sourav : so finally tune usse sorry boldiya ..
Nisha : han yar par vo aisa kyun kia mujhse tho kaha vo drop karega par bina kuch kahe chod ke chala gaya
Sourav : shayad uski mummy ki yaad aagayi hogi. ..tune pucha nahi uska naam kuch
Nisha :mujhe usse kya lena dena
Sourav : jo bhi hai ab chalo ghar main sab tumhari wait kar raha hai chalo (and both left )
Finally nisha safely reached home
Precape : nisha says viraj : aaj meri shaadi hai