Hey all.. Sry to keeping you all wait... By d way happy independence day...
CHAPTER 20- MISUNDERSTANDING...
Navya was sitting on bed leaning to the back nd was in deep thought... She was thinking about the old days with anant... Suddenly her face become sad as the flashback of their fight came infront of her...
...
Navya nd anant were not talking with each other due to their normal fight... Actually the situation is like that navya had got a new project but not with anant but someone else that is her colleague in theatre. And nowadays she is spending more time in her theatre without anant which is making him quite jealous... And on top of it the main villain of their luv story that are his nd her fathers are adding oil in a fire.. As om usually used to visit them he started making a different picture of navya in anant mind. He used to tell him about her carelessness and her proudy nature for which anant started fighting with her. On the other side deepak also started making a different picture of anant infront of navya... They both were believing their fathers and destroying their life...
One day navya was arranging home...
NAVYA - kitna kharab karke rakha he pure ghar ko.. Din bhar ghar pe rehte ho lekin ye nahi ki zara si madat kar de ghar saaf rakh kar
ANANT - tumhe jo kehna he mjhse directly kaho. Tane marne ki zarurat nahi he
NAVYA - tana nahi maru to aur kya karu. Ajkal tum meri sunte kaha ho. Har waqt jhagadte jo rehte ho
ANANT - jhagda me nahi tum karti ho mjhse Ajkal navya.. Fikr hi nahi he tumhe meri
NAVYA - mjhe fikr nahi he. Kitna badal gaye ho tum anant..
ANANT - badal to tum gayi ho navya.. Itna bada project kya mila tum to mjhe bhul hi gayi... Kahi maza to nahi araha na tumhe uss rohan k sath kam karke
NAVYA - anant... Chi... Ye kehte hue tumhe sharam nahi ati...
ANANT - huh mjhe sharam q ayegi. Sharam to tumhe ani chahiye shadi shuda hone k bad b tum uss rohan k sath rehti ho
NAVYA - kya hogaya he tumhe anant.. Tum mere wo anant nahi ho jisse me pyar karti hu.. Tum Koi aur ho
ANANT - me to wohi tha navya par shayad ye tum nahi ho...
NAVYA - tum mjhse jalte ho na anant
ANANT - what???
NAVYA - ya... New project mjhe mila bt tumhe nahi isi bat ki jalan ho rahi he tumhe nd isliye aisa behave kar rahe ho tum..
ANANT - navya...
DEEPAK - bas karo anant...
Navya nd anant both looks at door where deepak was standing nd listening to all their fight. Inside he was very happy but showing anger...
DEEPAK - Aaj tak meri beti se kisine uchi awaz me bat tak nahi ki..how dare you talk like that wid her
NAVYA - papa aap yaha kya kar rahe he.. Plz jayiye yaha se
DEEPAK - nahi navya.. Iss insan ne aaj sari hade par kardi.. Kis tarah ka ilzam laga raha he ye tum par.. Bas ab bht hogaya. Tum yaha ek pal b nahi rahogi... Chalo mere sath
NAVYA - papa aap ye kya keh rahe he me kaise ja sakti hu
ANANT - go navya...
Navya looked at anant who said her straight away to go.
NAVYA - anant???
ANANT - plz go navya
Navya started crying.. She without taking any bag or anything went with deepak keeping anant in tears...
...
OM - acha hua me uss samay agaya tha warna tum to mjhse kuch kehte hi nahi
ANANT - mjhse bht badi galati hogayi dad. Mjhe navya se aise bat nahi karni chahiye thi
OM - anant... Ab to samjho.. Wo ladki ye hi chahti thi.. Usne to tumse pyar kiya hi nahi. Agar karti to ruk jati tumhare pas. Tumhe manati par aise chali nahi jati
ANANT - no dad.. Mjhe navya se bat karni hogi. Me abhi uske ghar jata hu
OM - nahi nahi... Mera matlab he tum q jaoge.. Me jata hu aur samjhata hu use.. Wo zarur manegi.
Om makes anant believe him nd om went from there.
...
DEEPAK - hume jaldi kuch karna hoga Mr om warna hath me aya mauka ja sakta he
OM - sach keh rahe he aap Mr deepak.. Aaj to mene anant ko navya se bat karne se rok liya par bar bar nahi rok paunga..
DEEPAK - me b navya se yehi bol kar aya hu ki anant se bat karne ja raha hu
OM - hmm mere pas ek plan he
DEEPAK - kya
OM - q na kuch aisa kare ki saap b Mar jaye aur lathi b na tute
DEEPAK - matlab
OM - divorce
DEEPAK - ok ok Mr om.. Me Samajh gaya.. Ek tir se do nishane...
They both laugh evilly...
...
NAVYA - kya
DEEPAK - ha beta.. Divorce k paper bheje he anant ne. Maafi mangne gaya tha me waha par usne meri ek nahi suni
NAVYA - no papa... Aisa nahi ho sakta
DEEPAK - aisa hua he beta. Bhik mangi mene use mere bacchi k khushiyo ki par usne badle me mjhe ye divorce papers diye he
Listening this navya started crying nd her head spin nd she fall on ground...
...
ANANT - jhut he ye
OM - yehi sach he anant. Navya ko samjhane gaya tha aur usne mjhe ye divorce papers diye tumhe dene k liye
ANANT - q kar rahi he navya aisa.. Itni naraz he mjhse
OM - usne to ye kaha ki ab Uska tumse Koi rishta nahi
ANANT - par dad...
Suddenly om phone started ringing. It was deepak.. He xcused himself nd goes in corner to talk
OM - kahiye Mr deepak. Kam hogaya
DEEPAK - khak hua he Mr om.. Lagta he hamare bache ek dusre se bht pyar karte he
OM - q
DEEPAK - navya is pregnant
OM - what
DEEPAK - ha aur wo zid leke bethi he ki jab anant ko batayengi is bare me to wo narazgi chod dega
OM - nahi... Anant ko iss bare me bilkul pata nahi chalna chahiye
DEEPAK - to kya kare
OM - chinta mat kijiye. Aap waha sambhal lijiye me yaha dkhta hu
Om cut the call nd turns around to see ranbir standing there
OM - tum
RANBIR - kitna ghatiya ek insan ho sakta he
OM - ranbir...
RANBIR - apko sharam nahi ati apne bete k sath aisa karte hue
OM - me jo chahe wo kar sakta hu aur tum mjhe nahi rokoge
RANBIR - bilkul rokunga. Ritika ne mjhe bataya navya k bare me. Yaha aya tha ye soch kar ki aap sab khushi se pagal ho jayenge par aap to... Khair me ja raha hu anant ko batane ki wo papa banne wala he
OM - tum aisa kuch nahi karoge.. Agar tumhe apna parivar aur apni biwi pyari hogi to tum anant se kuch nahi kahoge
This statement of om make ranbir stunned nd shocked...
...
NAVYA - ye nahi ho sakta
Cried navya
RENU - sambhal apne aap ko navi
NAVYA - di anant aisa kaise keh sakta he
RENU - nahi keh sakta navi... Me janti hu
DEEPAK - to kya me jhut bol raha hu... Navya anant ne aisa hi kaha. Mene use phone karke ye khush khabar batayi par usne mjhe ye bola ki wo ye bacha nahi chahta aur usne to ye b bola ki use bharosa nahi ye baccha Uska hi he
NAVYA - nahi.. Nahi...
DEEPAK - beta... Usne tjhe abortion karne ko kaha he
NAVYA - ye mera bacha he. Mera aur anant ka.. Me ise abort nahi karungi aur sawal raha divorce ka... To uss divorce papers par me sign zarur karungi...
DEEPAK - ( smiled)
...