GUYS I WROTE THIS POEM, HOPE U LIKE IT...
Pyaar Ke Nayye Naam...-
Anant aur Navya Pyaar ke Naaye Naam,
Dono Ke Dil main Hai dher sara pyaar,
dono mile ajnabee banke,college se hone laga pyaar..
valentine day ke din mile phele bhar...
aur hone laga doono ke beech pyaar..
phele tho pata he nahi chala dono ko..
ki kab ho gaya dono ko pyaar..
par phir hono laga doono ko aashas pyaar ka har baar...
Mushkil tha dono ko pyaar ke badle pyaar milna,
Mushkil Tha parampara,aur maryadda ko thorna...
par haar nahi mana doono ne ,
aur karta raha ek dushre se pyaar,
bina koi sarat,bina koi chha...
Lekin haar gaye parampara,
aur jeet gaya pyaar.
ho gayye milan ,
pass aayge Anant aur Navya...
lekh diya doono se ek naye parivasha "pyaar Ka''
jo sadeyo thak rahenge,har pyaar karne walo ke saath..
Anant aur Navya ke pyaar rahega amar har sal...
mile gaaye dono ,aur ban gaaye "ANYA"...
DO NOT COPY THIS POST AS THIS IS EXCLUSIVE TO INDIA FORUMS