its my imagination of anaya after ad misunderstanding n d jail track ends so its goes like that
anant goes to navya's house on sunday
anant on door n navya open d door with not so happy mood😕
navya: tum??
anant: ha me ku nahi aana chahiye tha??????????
navya: nahi vo mughe laga ma papa he...
then navya moves towads dining room n anant follows her n navya hold a glass of water
navya: vo ma papa dadi jeweller ke pass gaee he n harsh bhi cricket classes n renu di bhi bahar gaee he kisi kamm se
n listening this anant become happy n hold navya's waist from back n pull her in his arms n
annat: wow matab ghar pe sirf me tum orrr
n suddenly he stop as he hears baby crying voice
navya: orrr gudiya
n put d glass of water in annat mouth n went to gudiya's room n anant follows her
navya: me itni der se isse chup karane ki kosish kar rahi hu but ye chup hi nahi ho rahi or thak gaee hu ab mughse se nahi samhal rahi gudiya
anant:tum rehene do me samhal ta hu gudiya ko
navya: ha gudiya ab tumhe anant mausaji samhal le ge jo apne aap ko nahi samhal sakte
anant: ha gudiya kehe do apni maasi se tum... anant mausaji aap se better har kam kar lete he n unse kaho vo yaha se chale jaee n anant mausa ji ke liye ek cup chaee banaye
navya laughs n went to d kitchen n here anant handling gudiya n make her sleep
in kitchen navya put bowl of milk on gas burner
n after few mintues anant came n sit on kitchen slab
anant: hello mam tumhari chai ab tak nahi banee ..
navya : annat gudiya ...
anant: gudiya aaram se so rahi he ..
navya: kya tumne gudiya ko sula diya... itni jaldi or mughse to vo chup bhi nahi ho rahi thi ..
anant; it means me ek acha papa banuga
navya start blushing playing with her hands n her head down as usual n then anant hold navya's hand pull her n then hold her from waist n said
anant:(with very soft voice) humare bacho ko bhi me hi samhaluga
now navya smile become more wide n c put both her hands on anant's shoulders n said
navya:acha to me kya karugi
anant: tum bus mughe bahut sara pyar karna n baki sub kam me dekh lunga
n while saying these lines both hugs each other with a smile n
navya: anant chdo chai banani he .. chodo anant
anant: nahi nahi chduga
n hug her more tightly
navya: annat chai ... then anant leaves her
anant: chai bhi me banauga tumhe kuch karne ki jarura nahi he tum bus aaram karo
navya:tumhe chai bananee aate he ?????
anant: hello mam tumse better aati he or tum jaoo yaha se me chai bana ke lata hu
navya: acha.. hmmm ok banaoo
n then navya leaves kitchen n d door bell rings navya open d door its navya's ma papa dadi n harsh
all came in n sit in drawing room n talking about jewellery n all n navya told them about anant came n how he help her to make gudiya sleep n he is preparing tea.. all r waiting for anant tea
anant came with cups os tea for every one
meeta; anant kya jarurat thi tumhe chai banae ki navya ko bol dete
navya: me to bana hi rahi thi isse hi bananne ka man n bol raha tha mughse achi chai banata he
anant: or nahi to kya aunty aap anant ke hath ki chaee peyegi to navya ke hath ki chaii bhul jaeegi
n then anant serve every one cup of tea both navya navya n anant r nervous n all take a sip of tea n seeing each other face
navya: dadi batao na kessi bani he ? achi nahi he na mughe pata tha
anant is very nervous
dadi: chaii ... ... bahut achi bani he
meeta : ha bahut jada achi itni achi to navya bhi nai banati
deepak: ha beta chai bahut achi bani he
navya get little upset
harsh: ha bhahiya bahut achi chai he .. is bandariya ki chai se to ahut jada acha he
anant: ha harsh is badariya ko to kuch nahi aata
n then all start laughing
navya : (to harsh) bandar tughe to chaii banane bhi nahi aati
n then c take d sofa piilow n hit it to anant
navya: tumne mughe banderiya kese ???
anant: tumne mughe mara ??
navya: ha to bandariya ku kaha mughe tum hoge bander
n hit him again
anant: tum ne phir se mara ab tumhe nahi choduga
both start running around sofa n all mishra's family r laughing
then navya run toward dadi n sit with her anant also sit beside dadi n still they keep hitting each other ... dadi stop them n hold their ears n says
dadi: kuch dino me tum dono ki shadi hone wali or tum dono yu bacho ki tarah lard rahe ho
navya: dadi anant ki galti he ..
annat : nahi dadi navya ki galti he
dadi : chup ... dono ki galti he or aba ek dusre se mafi mango
both hold their ear n
navya: sorry
anant: sorrry
n all start laughing n d story ends