guys kaisa yeh pyaar hai, how is this love ..why it is so difficult for lovers to live.kyun hamesha dard detha hai yeh pyaar,kya gusnuma nahi ho sakta yeh pyaar..
Navya also saying--our first meeting when for the first time i meet annat,when for the first time our eye meet,i was like my heart stop beating,then every thing goes on happing,without my permisson.
Navya again asked what did they do wrong ,they only did love with each other,true love innocent love...
kaisa yeh pyar hai!!!
Hasata hai toh Rulata bhi yahi hai...
Iss pyar se kisi ki zindagi raushan hui hai
Toh unka kya jo iss pyar ki wajah
se Kahin ke nahi rahe...??
Kehte hai pyar mei yakin hota hai..
Unka kya jo shak ke teer chalakar iss
pyar ko badnaam karte hai...??
Kehte hai pyar mei wafaa nibhayi jaati hai
Unka kya jo khud bewafa hokar iss
pyar ka mazak banate hai...??
Kehte hai pyar mei door rehkar bhi
Saath-Saath chalne ke Vaade kiye jaate hai
Unka kya jo karib rehkar bhi saath chod jaate hai??
Kehte hai pyar karne waalon mei har mushkil
ka saamna karne ki himmat hoti hai
Toh unka kya jo zamane ke dar se chup jaate hai??
Kitna Ajeeb hai na ye pyar...
Jab hojaata hai toh insaan apne bas me nahi rehta
Jab kho jaata hai toh insaan iss duniya ka nahi rehta.
do anjaane hogaye hain deewane
duniya waley pyaar ki baatein kya jaane
dono mashoor hain rab ko manzoor hain
jabse mili hain aankhein khogaye jaane kahan
kaisa yeh pyaar hai kaisa ikraar hai
kaise yeh pyaar hai kaisa ikraar hai
pehni hai dono ne pyaar ki maala
buri nazar walon ka hoga muh kaala
taqdeer se miley hain yeh chahane waley
KHUDA ne bhi abrey karam inpe ker daala
dilse majboor hai yehi pyar ka dastor hai
jabse mili hain aankhein khogaye jaane kahan
kaisa yeh pyaar hai kaisa ikraar hai
chandni bhi dekho inke dar pe aayen
sitarey bhi machal ke yahan jagmagaen
ishq dekho aaj inko kahan le aaya hai
phool bhi dekho inki raah ko sajayen
ishq mei chuur hain duniya se duur hain
jabse mili hain aankhein khogaye jaane kahan
kaisa yeh pyaar hai kaisa ikraar hai
bin jaane shayad kiya faisla humne,
aise nahi tum tumhe jo kaha humne,
shayad ye tasveer teri,
dekhi hai humne adhori,
hone laga yakeen tujhpe,
bandhne lagi ek aas hai,
kaisa ye pyaar hai...
Ye kesa pyaar he jo mere dil me bas gaya,
Mujh ko ap ni zaat se jese alg sa kar gaya..!
''''''''''''''''''''''''''????
Dam ghutaa jata he mera tu to ja ke aye naa,
Yaad teri aake saajan mere dil se jaye na..!
Kho gaya sab meri khushion ka wo karwaan,
Tere jaane se gaya wo sath mere jo tha..!
Tu na aya loot ke qun yaad dil se jaye na,
Aaja ab to ek paal bhi tere bin jiyaa jaye naa..!
Yaad teri dil se mere ab to aake jaye na,
Dam ghutaa jata he mera qun to jake aye na..!
Gut raha he meraa dam tu to jake aye na,
Deed ki hasraat me tere, jaan meri, jaye naa !!
Jab kisi ko kisi se mohabbat hoti hai
Yeh naa poochho sanam kaisi haalat hoti hai
Naa subhaa ka pataa, naa khabar shyaam ki
Kya kisi se kahe, jaane jaan
Kaisa yeh pyaar hai, yeh kaisa pyaar hai
Jab kisi ko kisi se mohabbat hoti hai
Yeh naa poochho sanam kaisi haalat hoti hai
Naa subhaa ka pataa, naa khabar shyaam ki
Kya kisi se kahe, jaane jaan
Kaisa yeh pyaar hai, yeh kaisa pyaar hai
Jisne kiya hai, usko pataa
Kaisa nashaa hai is dard ka
Naa rok raahe, jaane vafaa
Karne de mujhko tu yeh khataa
Ab to mitaa faslaa
Har ghadi bekhudi, har ghadi bebasi
Kyoon sataane lagi dooriyan
Kaisa yeh pyaar hai, yeh kaisa pyaar hai
Jab kisi ko kisi se mohabbat hoti hai
Yeh naa poochho sanam kaisi haalat hoti hai
Chehraa yeh mere sanam
Meri nazar mein chhane lagaa
Kaise sambhaaloon isko bhalaa
Seene se yeh dil jaane lagaa
Chalta nahin bas mera
Naa tujhe chain hai, naa mujhe hosh hai
Dhadkanein ban gayi hai zubaan
Kaisa yeh pyaar hai, yeh kaisa pyaar hai
Jab kisi ko kisi se mohabbat hoti hai
Yeh naa poochho sanam kaisi haalat hoti hai
Naa subhaa ka pataa, naa khabar shyaam ki
Kya kisi se kahe, jaane jaan
Kaisa yeh pyaar hai