Avni: Neil kisi bhi tarah aaj humein mishti Ko Yahaan se bahaar le Jaana hoga
Neil: Haa Avni hum mishti Ko aaj Vidyut ki kaid se humesha ke liye aajad kar lenge aur tumse main yeh vaada karta hoon ki main apni bacchi Ko woh pyaar doonga joh tumhe bachpan mein nahin Mila