Originally posted by: AliChase
Areey yaar, cobra amma ke kaam uska beta nahi aaya, yeh taklu kya khak karega. To be honest, taklu is cobra amma ka investment with no return hai. Har plan flop karke lauta hai uske paas. No wonder ghas nahi daal rahi taklu ko 😆
Aisa nikamma servant se accha no servant hota hai.
Iss Cobra Amma ki khidmat karne ke chakkar me, ab khudaah ki khidmat karni padegi takle ko, kyunki ye Cheelo ka evening snack banne wala hai. Cobra amma ka jo bigadna hai woh to Bani bigaadegi, lekin iss takle ka bhi kuch bachega nahi.