Mana ki Amar ek bhut accha pita tha per kya Mohan ki tarah kisi or ke baccho ka uske pita ki tarah khyal rakh sakta tha.
Mana ki Amar ek bhut accha insaan tha per kya Mohan ki tarah itna accha ki dusro ki char karwi baatein sunane ke baad bhi unki madad karta rahe.
And at last mana ki Amar Megha se bhut pyaar karta tha or wo ek bhut accha lover tha per kya usme Mohan ki tarah itni himmat thi ya itna bra dil tha ki wo ek vidhwa do baccho ki maa se shadi karne ka faisla kare.
I don't think ki vyas family ke kisi bhi member me Mohan jaisi ek bhi khasiyat hogi. Isliye to apna Mohan hai sabse alag sabse juda world me one piece.