A.R.Rahman - Lyrics Zone - Page 2

Created

Last reply

Replies

31

Views

12.9k

Users

8

Frequent Posters

doly_455 thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail Engager Level 1 Thumbnail
Posted: 19 years ago
#11
Movie Name: Dil Se
Lyric Name: Jiya Jale
Lyricists: Gulzar
Music Director: A. R. Rahman
Singer(s): Lata Mangeshkar

Lyrics:

--FEMALE--
Jiya jale, jaan jale - 2
Nainon tale dhuaan chale dhuaan chale
(Jiya jale, jaan jale
Nainon tale dhuaan chale dhuaan chale
Raat bhar dhuaan chale
Jaanoon na jaanoon na jaanoon na sakhi ri) - 2
Jiya jale, jaan jale
Dekhte hai tan mera mann mein chubhti hai nazar - 2
Hont sil jaate unke narm honton se magar
Ginti rehti hoon main apni karvaton ke silsile
Kya karoon, kaise kahoon raat kab kaise dhale
(Jiya jale, jaan jale
Nainon tale dhuaan chale dhuaan chale
Raat bhar dhuaan chale
Jaanoon na jaanoon na jaanoon na sakhi ri) - 2
Jiya jale, jaan jale
Ang ang mein jalti hai dard ki chingaariyaan
Masle phoolon ki mahek mein titliyon ki kyaariyaan
Raat bhar bechaari mehndi pisti hai pairon tale
Kya karoon, kaise kahoon raat kab kaise dhale
Jiya jale, jaan jale
Nainon tale

--CHORUS--
Dhuaan chale dhuaan chale
Raat bhar dhuaan chale

--FEMALE--
(Dhuaan chale)

--CHORUS--
Jaanoon na jaanoon na jaanoon na sakhi ri
Jiya jale, jaan jale
Nainon tale dhuaan chale dhuaan chale
Raat bhar dhuaan chale
Jaanoon na jaanoon na jaanoon na sakhi ri

--FEMALE--
(Jiya jale, jiya jale, jaan jale)


doly_455 thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail Engager Level 1 Thumbnail
Posted: 19 years ago
#12
Movie Name: Dil Se
Lyric Name: Chaiyya Chaiyya
Lyricists: Gulzar
Music Director: A. R. Rahman
Singer(s): Sapna Awasthi and Sukhwinder Singh

Lyrics:

--FEMALE--
Jinke sar ho ishq ki chhaaon
Paaon ke neeche jannat hogi
Jinke sar ho ishq ki chhaaon

--MALE--
Chal chhaiyya chhaiyya chhaiyya chhaiyya - 2
Chhaiyya chhaiyya chhaiyya chhaiyya
Chal chhaiyya chhaiyya chhaiyya chhaiyya
Chal chhaiyya chhaiyya chhaiyya chhaiyya - 2
Chhaiyya chhaiyya chhaiyya chhaiyya
Chal chhaiyya chhaiyya chhaiyya
Sar ishq ki chhaaon chal chhaiyya chhaiyya
Sar ishq ki chhaaon chal chhaiyya
Paaon jannat chale chal chhaiyya chhaiyya
Paaon jannat chale chal chhaiyya

--BOTH--
Chal chhaiyya chhaiyya chhaiyya chhaiyya - 4

--MALE--
Voh yaar hai jo khushboo ki tarah
Jiski zubaan urdu ki tarah

--BOTH--
Meri shaam raat, meri kaayanat
Voh yaar mera saiyya saiyya
Chal chhaiyya chhaiyya chhaiyya chhaiyya - 2

--FEMALE--
Chal chhaiyya chhaiyya chhaiyya chhaiyya - 2

--MALE--
Gulposh kabhi itraaye kahin maheke to nazar aa jaaye kahin - 2
Taaviz banaake pehen usse, aayat ki tarah mil jaaye kahin - 2
Gulposh kabhi itraaye kahin maheke to nazar aa jaaye kahin

--FEMALE--
Taavis banaake pehen usse, aayat ki tarah mil jaaye kahin

--MALE--
(Voh yaar hai jo imaan ki tarah)
Mera nagma vohi, mera kalma vohi
Mera nagma nagma, mera kalma kalma

--BOTH--
Mera nagma nagma, mera kalma kalma - 3

--MALE--
Yaar misaale os chale, paaon ke tale firdos chale
Kabhi daal daal kabhi paat paat
Main hawa pe dhoondoon uske nishaan
Sar ishq ki chhaaon chal chhaiyya chhaiyya
Sar ishq ki chhaaon chal chhaiyya
Paaon jannat chale chal chhaiyya chhaiyya
Paaon jannat chale chal chhaiyya

--BOTH--
Chal chhaiyya chhaiyya chhaiyya chhaiyya - 4

--MALE--
Main uske roop ka shaidaayi, voh dhoop chhaaon sa harjaayi
Voh shokh ka rang badalta hai, main rang roop ka saudaai

--FEMALE--
Main rang roop ka saudaai

--MALE--
Jinke sar ho ishq ki chhaaon, paaon ke neeche jannat hogi - 2
Shaam raat, meri kaayanat, voh yaar mera saiyya saiyya

--FEMALE--
Chal chhaiyya chhaiyya chhaiyya chhaiyya - 4

--MALE--
Sar ishq ki chhaaon chal chhaiyya chhaiyya
Sar ishq ki chhaaon chal chhaiyya
Paaon jannat chale chal chhaiyya chhaiyya
Paaon jannat chale chal chhaiyya

--BOTH--
Chal chhaiyya chhaiyya chhaiyya chhaiyya - 4

--MALE--
Voh yaar hai jo khushboo ki tarah
Voh jiski zubaan urdu ki tarah
Meri shaam raat, meri kaayanat
Voh yaar mera saiyya saiyya
Chal chhaiyya chhaiyya chhaiyya chhaiyya - 4

--BOTH--
Chal chhaiyya chhaiyya chhaiyya chhaiyya - 4

--MALE--
Chhaiyya chhaiyya chhaiyya chhaiyya
Chal chhaiyya chhaiyya chhaiyya chhaiyya


Pensive thumbnail
20th Anniversary Thumbnail Visit Streak 180 Thumbnail + 5
Posted: 19 years ago
#13
Hindi Song Title: Tu Hi Tu, Tu Hi Tu Satrangi Re
Hindi Movie/Album Name: DIL SE
Singer(s): SONU NIGAM, KAVITA KRISHNAMURTHY
Music Director: A. R. Rahman

Lyrics:

Tu Hi Tu, Tu Hi Tu Satrangi Re
Tu Hi Tu, Tu Hi Tu Manrangi Re...

Dil Ka Saaya Humsaaya Satrangi Re, Manrangi Re
Koi Noor Hai Tu Kyun Door Hai Tu
Jab Paas Hai Tu Ehsaas Hai Tu
Koi Khwab Hai Ya Parchhaai Hai Satrangi Re, Manrangi Re
Is Baar Bata Moonhzor Hawa Thehregi Kahan
Ishq Par Zor Nahin Hai Yeh Voh Aatish Ghalib
Jo Lagaye Na Lage Aur Bujhaye Na Bane
Ishq Par Zor Nahin Hai Yeh Voh Aatish Ghalib

Aankhon Ne Kuch Aise Chhua, Halka Halka Uns Hua
Halka Halka Uns Hua Dil Ko Mehsoos Hua
Tu Hi Tu, Tu Hi Tu, Jeene Ki Saari Khushboo
Tu Hi Tu, Tu Hi Tu, Aarzoo Aarzoo
Teri Jism Ki Aanch Ko Chhoote Hi
Mere Saans Sulagne Lagte Hain
Mujhe Ishq Dilaase Deta Hai
Mere Dard Bilakhne Lagte Hain

Tu Hi Tu, Tu Hi Tu, Jeene Ki Saari Khushboo
Tu Hi Tu, Tu Hi Tu, Aarzoo Aarzoo
Chhooti Hai Mujhe Sargoshi Se
Aankhon Mein Ghuli Khamoshi Se
Maein Farsh Pe Sajde Karta Hoon
Kuch Hosh Mein Kuch Behoshi Se
Dil Ka Saaya Humsaaya...

Teri Raahon Mein Uljha Uljha Hoon
Teri Baahon Mein Uljha Uljha
Suljhane De Hosh Mujhe Teri Chaahon Mein Uljha Hoon
Mera Jeena Junoon Mera Marna Junoon
Ab Iske Siva Nahin Koi Sukoon
Mera Jeena Junoon Mera Marna Junoon
Tu Hi Tu, Tu Hi Tu Satrangi Re
Tu Hi Tu, Tu Hi Tu Manrangi Re
Ishq Par Zor Nahin ...

Mujhe Maut Ki God Mein Sone De
Teri Rooh Mein Jism Dubone De
Satrangi Re, Manrangi Re...
Reema_J thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail + 3
Posted: 19 years ago
#14
Hindi Song Title: Aye ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahin se
Hindi Movie/Album Name: DIL SE
Singer(s): UDIT NARAYAN & MAHALAKSHMI
Music Director: A.R. Rahman

Hindi Lyrics:
Ho paakhi paakhi pardesi
Paakhi paakhi pardesi
Paakhi paakhi pardesi
Paakhi paakhi pardesi

Paakhi paakhi pardesi
Paakhi paakhi pardesi

Aye ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahin se
Aye ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahin se
Main yahan tukdon mein jee raha hoon
Main yahan tukdon mein jee raha hoon
Tu kahin tukdone mein jeen rahi hai

Aye ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahin se
Aye ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahin se

Roz roz resham si hawa aate jaate kehti hai bata
Resham si hawa kehti hai bata
Vo jo doodh dhuli masoom kali
Vo hai kahan kahan hai
Vo roshni kahan hai vo jaansi kahan hai
Main adhoora tu adhoori jee rahein hain

Paakhi paakhi pardesi
Paakhi paakhi pardesi
Paakhi paakhi pardesi
Paakhi paakhi pardesi

Aye ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahin se
Aye ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahin se
Main yahan tukdon mein jee raha hoon
Main yahan tukdon mein jee raha hoon
Tu kahin tukdone mein jeen rahi hai
Aye ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahin se


dayita thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail
Posted: 19 years ago
#15


Film:1947:Earth

Language:Hindi

Year of release:1999

Lyricist:

Singer:Sadhana Sargam

Lyrics

banno raanii tumhe.n siyaanii hona hii tha hona hii tha hona hii tha

ek raaja kii tumko raanii hona hii tha hona hii tha hona hii tha

banno raanii ik din tumko banne raaja ke ghar Dolii me.n jaake

ham sakhiyo.n se yuu.n anjaanii hona hii tha hona hii tha hona hii tha

banno raanii tumhe.n siyaanii hona hii tha hona hii tha hona hii tha

naino.n me.n kaajal ke Dore

meh.ndii se rache haath gore

jhuumar tera dam dam damke

jhumka tera jham jham jhamke

haar gale me.n jagmagaa'e

aa.nchal tera resham resham

haule haule maddham maddham

tuu man hii man muskaa'e...

sukh sapno.n me.n yuu.n mastaanii hona hii tha hona hii tha hona hii tha

banno raanii tumhe.n siyaanii hona hii tha hona hii tha hona hii tha

banne raaja jo paas aa'e

chaahe ki yeh ghu.nghTa uTHaa'e

dekho banno maan na jaana

mukhRa unko na dikhlaana

pahale sau baate.n manvaana

kahana bolo karke salaamii

banno karuu.nga terii gulaamii

mai.n to huu.n tera diiwaana...

tumhe.n diiwaana tumhe.n diiwaanii hona hii tha hona hii tha hona hii tha

banno raanii tumhe.n siyaanii hona hii tha hona hii tha hona hii tha

ek raaja kii tumko raanii hona hii tha hona hii tha hona hii tha

banno raanii ik din tumko banne raaja ke ghar Dolii me.n jaake

ham sakhiyo.n se yuu.n anjaanii hona hii tha hona hii tha hona hii tha

banno raanii tumhe.n siyaanii hona hii tha hona hii tha hona hii tha

dayita thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail
Posted: 19 years ago
#16

Banno Rani

Oh queenly bride, you were destined to bloom.

You were destined to find your king.
One day you would become a bride, going to your king's house in the bridal palanquin.
You were destined to become a stranger to us, your friends.
Oh queenly bride, you were destined to bloom.
Around your eyes, the threads of kohl;
your fair hands are stained with henna.
The pendant on your forehead shines;
your earrings glitter;
the necklace round your throat sparkles.
Your veil is silken;
slowly, hesitantly,
you smile to yourself.
You were destined to grow drunk on happy dreams like this.
Oh queenly bride, you were destined to bloom.
When your lordly groom approches,
he'll want you to lift your veil.
Look here, o bride, don't heed him.
Don't show him your face.
First get him to agree to a hundred things;
Tell him, "Bow down to me and say,
my bride, I will be your slave.
I'm mad for you."
It was destined that he be mad for you, that she be mad for you!
Oh queenly bride, you were destined to bloom.
You were destined to find your king.
One day you would become a bride, going to your king's house in the bridal palanquin.
You were destined to become a stranger to us, your friends.
Oh queenly bride, you were destined to bloom.
dayita thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail
Posted: 19 years ago
#17

Film:1947:Earth

Language:Hindi

Year of release:1999

Lyricist:

Singer:

Lyrics

ruth aa ga'ii re ruth chhaa ga'ii re...
piilii piilii sarso.n phuule
piile piile patte jhuume
piihu piihu papiiha bole
chal baag me.n
dhamak dhamak DHolak baaje
chhanak chhanak paayal chhanke
khanak khanak ka.ngana bole
chal baag me.n
chunarii jo terii uRtii hai uR jaane de
ruth aa ga'ii re ruth chhaa ga'ii re...
giito.n kii mauj aa'ii phuulo.n kii fauj aa'ii
nadiya me.n jo dhuup ghulii sona bahaa
aa.mbu'aa se hai lipTii ek bel bele kii
tuu hii mujhse hai duur aa paas aa
mujhko tuu saa.nso.n se chhuu le
jhuul in baaho.n ke jhuul le
pyaar thoRa sa mujhe deke
mere jaan-e-dil tuu le
ruth aa ga'ii re ruth chhaa ga'ii re...
piilii piilii sarso.n phuule
piile piile patte jhuume
piihu pihiu papiiha bole
chal baag me.n
dhamak dhamak DHolak baaje
chhanak chhanak paayal chhanke
khanak khanak ka.ngana bole
chal baag me.n
chunarii jo terii uRtii hai uR jaane de
bindiya jo terii girtii gir jaane de
chunarii jo terii uRtii hai uR jaane de
ruth aa ga'ii re ruth chhaa ga'ii re...
tuu jab yuu.n sajaatii hai
ek dhuum machaatii hai
saarii galiyo.n me.n saare baazaar me.n
aa.nchal basa.ntii hai usme.n se chhantii hai
jo mai.n ne puujii hai muurat tihare me.n
jaane kaisii hai yeh Dorii
mai.n ba.ndha huu.n jis se gorii
tere naino.n ne merii nii.ndo.n kii kar lii hai chorii
ruth aa ga'ii re ruth chhaa ga'ii re...
piilii piilii sarso.n phuule
piile piile patte jhuume
piihu pihiu papiiha bole
chal baag me.n
dhamak dhamak DHolak baaje
chhanak chhanak paayal chhanke
khanak khanak ka.ngana bole
chal baag me.n
chunarii jo terii uRtii hai uR jaane de
bindiya jo terii girtii gir jaane de
chunarii jo terii uRtii hai uR jaane de
ruth aa ga'ii re ruth chhaa ga'ii re...

dayita thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail
Posted: 19 years ago
#18

Ruth Aa Gayi Re

The season has arrived, it has spread...
The yellow, yellow mustard plants have blossomed;
the yellow, yellow leaves sway.
The cuckoo cries "peehoo, peehoo."
Come into the garden.
The drums thunder and pound;
anklets tinkle and jingle;
the bracelet speaks with a clash.
Come into the garden.
If your scarf flies away, let it fly!
The season has arrived, it has spread...
Waves of song have arrived; an army of flowers has come.
The sunlight which melts in the river flows like gold.
A jasmine creeper has wound around the mango tree.
You alone keep your distance; come near me!
Touch me with your breath.
Swing in these arms; swing,
having given me just a little of your love!
Take my heart and my life;
the season has arrived, it has spread!
The yellow, yellow mustard plants have blossomed;
the yellow, yellow leaves sway.
The cuckoo cries "peehoo, peehoo."
Come into the garden.
The drums thunder and pound;
anklets tinkle and jingle;
the bracelet speaks with a clash.
Come into the garden.
If your scarf flies away, let it fly!
If your bindi falls off, let it fall!
If your scarf flies away, let it fly!
The season has arrived, it has spread!
When you adorn yourself like this,
you cause a ruckus
in all the lanes, in all the markets.
Your scarf is hemmed in the yellow of springtime; it is filtered through (spring's color).
That which I have worshipped is in your face.
God knows what sort of thread this is
which has bound me (to you), o lovely one.
Your glances have stolen away my sleep.
The season has arrived, it has spread!
The yellow, yellow mustard plants have blossomed;
the yellow, yellow leaves sway.
The cuckoo cries "peehoo, peehoo."
Come into the garden.
The drums thunder and pound;
anklets tinkle and jingle;
the bracelet speaks with a clash.
Come into the garden.
If your scarf flies away, let it fly!
If your bindi falls off, let it fall!
If your scarf flies away, let it fly!
The season has arrived, it has spread!
doly_455 thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail Engager Level 1 Thumbnail
Posted: 19 years ago
#19
swades....

yuhi chala chal rahi
sawariya swariya
yeh jo desh hai tera....
dekho na.....


luckyleo thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail
Posted: 18 years ago
#20
hi dayita, congrats on opening this club. 👏 👏 👏 i'm sure many of us A.R.Rehman's fans will benifit from this.

Related Topics

Music Corner Thumbnail

Posted by: Nishnesh

5 months ago

Happy Holi & Fun Zone

Holi is a major Hindu festival celebrated as the Festival of Colours, Love, and Spring. It celebrates the eternal and divine love of the deities...

Expand ▼
Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".