I want to apologize in advance if this is not the forum to post this. but I am desperate for this song. If anyone finds it or knows which film it is from, then please PM me. I know it is sung by Anup Jalota.Thank You in advance!
jab raat ka aanchal lehraye-2
aur sara aalam sojaye-2
tum mujh se milne shyma jala kar -2
taj mahal mein aajaana-2
jab raat ka aanchal lehraye
yeh taj mahal do chaahat ki-2
aankhon ka sunhera moti hai-2
har raat yaahan do rooh ho ki,
khamoshi se zinda hoti hai,
is raat ke saayeme aakar,
tum geet ke wafa ko dohraana
tum mujh se milne shyma jala kar-2
taj mahal mein aajaana-2
jab raat ka aanchal lehraye
tanhai hai jaagi jaagi-2
mauhol hai soya soya hua-2
jaise ke tumhare khwabonme,
yeh taj mahal soya hua,
woh taj mahal khwab ho tumhi,
yeh raaz meinena pehcaana,
tum mujh se milne shyma jala kar-2
taj mahal mein aajaana-2
jab raat ka aanchal lehraye
kehtein hai janune ishk jise-2
rukta kahaan talwaron se-2
tum der mat karna aaneme,
darna nahin deewaron se ,
dhekenge yeh aankhen tumhari raah yahaan,
har roz tumhara deewana,
tum mujh se milne shyma jala kar-2
taj mahal mein aajaana-2
jab raat ka aanchal lehraye,
aur sara aalam sojaye,
tum mujh se milne shyma jala kar,
taj mahal mein aajaana,
taj mahal mein aajaana-5