Originally posted by: heart girl
yaar i was talkin abt himani's song😛 . orr haan mujhe pata hai tum mazak kar rahi ho. 😛 maine jo thameem ko reply kiya tha, i think usse tumne soch liya ki main serious bhi ho jjaati hoon kabhi kabhi😆. yaar uske saaath to aisa chalta rehta hai- main to thoda gusse mein laane ki koshish kar rahi thi and i was successful😆. he was like "digusting!!!" haha. anyways lecture kafi lamba hogaya ab bussineess ki baat kartein hain😆 we were talkin abt pal 😆 ahem ahem pyar ke pal, pal pal pal....😕 yeh pal bahut confusing hain plz explain😳😆😉
pyaar mein sauw uljhane hain
pyaar math karna
pyaar karo gi tho tadpogi
tadpo gi tho pashtao gi
pyaar nahin karna....😆😆😆