socho socho...inteligent girl ho...hum intizaar karenge...😊😃😉
Ek song hojaye...
Teri aankhen garam masala
teri batein garam masala
teri chahath garam masala
uff ye nakhre karam masala..😉
Ji hum sochte rehte hain aur aap intezaar karte rahiye!
Waise, nice song! Aage ki lines kya hain?!?! 😆😳😆