hehe nai sis stuck ho jata hai kabhi kabhi...par aaj nai hua ek baar bhi. Aur woh hamare ghar pe nai aata theek karen...hume uske ghar jana padta hai...woh aapne garage me theek karta hai..hehe
acha, net stuck ho gaya tha.. mera bhi 2 sec ke liye phone nahi on ho raha tha but me already laptop me a gayi thi lol.. ap teek hai.. and oh k, aapne online dekha tha , aur aap jab bhi bulao usko woh a jayega teek karne.. agar yeh hai to bohat achi baat hai.. jaldi se teek kar sakta hai