Haa na... Pata nahi kya hoga.. Mukhi kya krega ab.. Jarur KK ka nas katne wala hoga.. Tabhi nahi diya.. 🙄
Haa.. Badh gayee..🥳😭. Par khush hona chahiye ki dukhi samjh hii nahi aa raha.. 🙄
ab saba saara credit saki ko de degi.. 😭😭😭😭
KK ka kya role hai kutai VPS ne ki thi 🤔