Originally posted by: pallavi_p28
Agar mukhi k expression ko chod de to
Mukhi ne bacchon se kaha
6 baje chat pe, pakka na, mai bhi aa jaunga
Matlab kya mukhi kuch planning kar raha hai?
Matlab mukhi ne saki ko bulaya tha chat par??
Par mukhi ka hug dekar toh lagta tha ki woh pur ko hug kar raha tha π€