Log kehte hain ladkiyan zindagi hoti hain
mout nahin
magar woh yeh kyun bhool jate hain ke
dhoka bhi zindagi hi deti hain
mout nahin
Mushkil se dil ki rahon main muhobbat ka deedar hota hain
jo hum pe mar mite aise kisi aashiq se pyaar hota hain
yuh to kai milenge is zindagi ki rah guzar main
par har kisi se kahan izhar e yaar hota hain
Gham ne hasne na diya
zhakam ne rone na diya
is uljan me koi physala hone na diya
rona chaha to sitaroan ne tasalli de di
sona chaha to teri yaad ne sone na di.
Ek din baharon ke phool murjayenge,
Bhulese phir kabhi hum tumhe yaad aayenge.
Ehsaas hoga tumhe mere pyaar ka jab,
Dur bahot dur hum chale jayenge..
Kaanto ko chubhana sikhaya nahi jaata,
Phulon ko khilna sikhaya nahi jaata.
Koi bhi ban jaata hai khud hi apna,
Kisi ko apna banaya nahi jaata....