PART - 21
thanks all for appreciating and motivating to share more...........😊
sajan - TRIP ???😕
mayur - HAAN !!!!!!😃
n : sochna gunjan cllg band hai kitna mazza ayega ...........
m : haan , sam holiday , uday , dia , main , benji , nupur masti aur GUNJAN!😉
s : main ready hoon ..........
gang - aur hum sab bhi ............😃
n : oye hoye , gunjan meri jaan aa tujhe jannat ki sair kara doon ..........
m : agar isne apne emotions par control nahi rakha , toh mere emotions out of control ho jayenge ................nupur tum jao packing karo .........
gang two days ke baad subah nikalne hi wala hota hai , par landslide news aa jati hai ........sabhi ek saath bhaithe hai ..........
n : ye kya ho gaya ab woh hari bhari vadiyaan .........
m : nupur pls agar tum apne muh par lock lagalogi tabhi toh hum kuch soch payenge ..........
u : guys dad ka lonavla mein bunglow hai humme toh vacation se matlab hai na........wahi ac mein baithkar hot chocolate pee lenge .........
sabhi uday ko stare kar rahe hai .........
s : uday meri jaan , life mein pehli baar tune akalmandi ki baat ki hai ..........
m :😊
gang ka plan thoda change zaroor hua ,par cancel nahi ........thanks to dodo .........saare 2 cars mein load ho rahe hai .......nupur gunjan ko sam ki gadi mein baithne ko kehti hai par woh akele nahi bethti isliye nupur bhi ussi gadi meinhai .......
m : ms. problm jis car mein hai usm toh main life mein kabhi nahi bhaithoonga .....
mayank doosri car mein uday , dia n benji ko dekhta hai ..........
m : beta mayank iss car mein baitha toh dead body hi nikalegi , us car mein brain dead ho gayega ,par atleast body ka koi part toh wrk karega .............
mayank jaakar nupur wali car mein baith jata hai .........
n : hello , kam se kam holiday par toh apna sadu mask uttaro.........
m: tum yahan nahi aage dekho ..............
full masti , full dhamal , ride ka mazza , company ki njoyment , nature loving .......n all is included ........tabhi bhook lagi n they stop on a dhaba ........girls fresh hone gayi n boys order kar rahe hai ........gunjan apna face wash kar rahi hai , samrat watching her aur tabhi uski aankh mein kuch jata hai ............
s : ouch!
g : samrat kya hua tumhe !!
gunjan samrat ko dekhti hai .........aur uske close jaakar uski eye clean karti hai ......
g : ab theek hai ?
s : haan , theek hai !
n : yahan ho tum log main preshan ho rahi thi , chale !
gunur going , aur jate jate gujan samrat ko mudkar dekhti hai .........samrat ......
😃
d : hum log kisi restr. mein kyun nahi ruke ...........yahan toh sandwich bhi nahi milega .......
b : dia agar tumhare bhai ko abhi kuch na milta toh woh hume kha jata .........
n : by god ! dia agar dhabe ka khana nahi khaya toh kya khaya , dal ke saath ye hari mirch kaaa comb muaahhhhhh!!!!!
m : itni mirchi khati hai isliye itni teekhi hai ........
d : main chips n coke hi leleti hoon ............
u : did's raste ke liye bhi le lena .........
wapas car mein baithte hue ek poor girl aake paise mangti hai aur sajan ko kehti hai tumhari jodi bani rahe ............nupur ye sunke khush ho jati hai ......😃 .....aur usse paise de deti hai ..........poor girl jaate hue , nupur ko keh jati hai .....tera srk jaisa beta ho .............
n: kya !!!!!!!! sachi..........haye .......ye bachi bahut achi hai , gunjan tune suna sharukh jaisa beta !!!!!!!!😃
nupur poore raste yahi baat karti hain , aur sochte hue mayank ke kandhe par sar rakh kar so jati hai ..........nupur ka peaceful face mayank ko attractive lag raha hai .........mayank usse dekhne se apne aap ko rok nahi paa raha .......uske face par aaye balon ko hatata hai ........n tabhi car ruk jati ........
yup they reached d destination ...........all r tired standing in front of the bungalow .........
😊 do comment 😊
pata hai thoda chota part hai ........but next is great !!!!!
next part : mayur starting their plan ........sajan sparks , n plan going to wrk for mayur too kya ?