Kahin to.. kahin to.
Hogi woh
Duniya jahan tu mere saaath hain
Jaha mein jaha tu
Aur jaan bas tere mere zajbaat hain
Hogi jahan subah teri
Palkon ki kirano mein
Lori jahan chand ki
Sune teri bahon mein...
Jane na kahan woh duniya hai
Jane na woh hai bhi ya nahi
Jahan meri zindagi mujhse
Inti kafa nahi
Saasein kho gai hai kiski aahon mein
Mein kho gai hoon jane kiski baahon mein
Manzilon se rahe dhondte chali
Aur kho gai hai manzil kahin rahon mein
Kahin to kahin to hai nasha
Teri meri har mulakat mein
Hoton se hoton ko
Chumti o rehete hai hum har baat pe
Kehti hain fiza jahan
Teri zaameen aasman
Jahan hai tu
Meri hasi meri khushi
Meri jaan....
Jane na kahan woh duniya hai
Jane na woh hai bhi ya nahi
Jahan meri zindagi mujhse
Inti kafa nahi
Ummm besides the fact that I imagine almost all songs on them, 😆
Khuda jaane, baahon ke darminya, tu jaane na (the lyrics, by god )
I esp love this Arti VM on ye hawayen sunathi hai tere mere pyaar ki daasthan..😆
On monaya - I m reminded of Rab ne bana di jodi..