Here are movies songs, which played in "MJHT"
1. Film: - "Bachanaa ae haseeno"
Kaise rok sakenge na kar pyaar mujhe
Mai to lakh bura hu, dil me chupa lu, hosh uda lu
Mai to banho me lekar, baat bana lu, rah bhula du.
Chahe jahaa, dil tu chupa
Baato hi baato me do mulakato me le lu
Bachanaa ae haseeno lo mai aa gaya
Bachanaa ae haseeno lo mai aa gaya
Husan ka aashik husan ka dushman
Apni ada hai yaaro se juda, he ho
Bachanaa ae haseeno lo mai aa gaya
Bachanaa ae haseeno lo mai aa gaya
Tujhko zamaane ke aage mai cherunga na chodunga
Aankhe churauyegi bhi to milaunga
Phir kya behane banayegi dekunga dil phekunga
Jhuthe muthe waade sunake fasaunga
Husan ka aashik husan ka dushman
Apni ada hai yaaro se juda, he ho
Bachanaa ae haseeno lo mai aa gaya
Bachanaa ae haseeno lo mai aa gaya
Husan ka aashik husan ka dushman
Apni ada hai yaaro se juda, he ho
Bachanaa ae haseeno lo mai aa gaya
Bachanaa ae haseeno lo mai aa gaya
2. Film: - "Chameli"
Behta hai maan kahin, kahan jaanti nahi
Behta hai maan kahin, kahan jaanti nahi
Koi rok le yahee,
Bhage re maan kahin aage re maan
Chala jaane kidhar jaanu na
Bhage re maan kahin aage re maan
Chala jaane kidhar jaanu na
Behta hai maan kahin, kahan jaanti nahi
Aaha aaha aaha aaha.........
Ho, Chali thandi hawaa, ha, sang maan bhi gaya
Dhoondhu mai kahan usko, batlaye koi mujhko
Ki ha ha ha ha
Bhage re maan kahin aage re maan
Chala jaane kidhar jaanu na
Bhage re maan kahin aage re maan
Chala jaane kidhar jaanu na
Behta hai maan kahin, kahan jaanti nahi
Koi rok le yahee,
Ha, Hay aisa samaa, ha, Phir hoga kahan
Jee lu mai ise khul ke, sawan me zara ghul ke
Are sun sun sun sun
Bhage re maan kahin aage re maan
Chala jaane kidhar jaanu na
Bhage re maan kahin aage re maan
Chala jaane kidhar jaanu na
Behta hai maan kahin, kahan jaanti nahi
Koi rok le yahee,
Bhage re maan kahin aage re maan
Chala jaane kidhar jaanu na
Bhage re maan kahin aage re maan
Chala jaane kidhar jaanu na
3. Film: - "Bachanaa ae haseeno"
Sajde me yu hi jhukta hu tum pe hi aake rukta hu
Kya ye sabko hota ahi?
Humko kya lena hai sab se, tum se hi sab baate ab se
Ban gaye ho tum mere khuda
Sajde me yu hi jhukta hu tum pe hi aake rukta hu
Kya ye sabko hota ahi?
Humko kya lena hai sab se, tum se hi sab baate ab se
Ban gaye ho tum mere khuda
Khuda jaane ki mai fida hu, khuda jaane mai mit gayaa
Khuda jaane ye kyun hua hai, ki ban gaye ho tum mere khuda.
Tu kahe to tere hi kadam ke mai nishano pe
Chalu ruku isaro pe,
Tu kahe to khwab ka bana ke mai bahana sa
Mila karu sirhane pe
Ho oo, Tumse dil ki baate sikhi, tumse hi ye raahe sikhi
Tumpe mar ke mai to ji gayaa.
Khuda jaane ki mai fida hu, khuda jaane mai mit gayaa
Khuda jaane ye kyun hua hai, ki ban gaye ho tum mere khuda.
Dil kahe ki aaj to chupa lo tum panaho me
Ki daar hai tumko kho dunga
Dil kahe sambhal zara khushi ko na nazar laga
Ki dar hai mai to ro dunga.
Ho o o, karti hu sau waade tumse, bande dil ke dhage tumse
Ye tumhe na jaane kya hua.
Khuda jaane ki mai fida hu, khuda jaane mai mit gayaa
Khuda jaane ye kyun hua hai, ki ban gaye ho tum mere khuda.
Sajde me yu hi jhukta hu tum pe hi aake rukta hu
Kya ye sabko hota ahi?
Humko kya lena hai sab se, tum se hi sab baate ab se
Ban gaye ho tum mere khuda
Khuda jaane ki mai fida hu, khuda jaane mai mit gayaa
Khuda jaane ye kyun hua hai, ki ban gaye ho tum mere khuda.
ki ban gaye ho tum mere khuda.
4. Film: - "Dhoom"
Dekho deewano kya mast mast hai samaa,
Jo hai abhi hai ye waqt waqt phir kahan,
Dekho deewano kya mast mast hai samaa,
Jo hai abhi hai ye waqt waqt phir kahan,
Nayee raat hogi nayee baat hogi,
Naye kal ko aao kare kare kare
Salami, salami, salami, kar le salami
Salami, salami, salami, kar le salami
Behka nasheela nasheela samaa, Ab hosh me hum kahan
Thokar me apni hai saara zahaan, hum to abhi hai jawaa
Jab tak jawaani hai tab tak kahaani hai
Kehna mera maan le
Do din ki masti hai, do din ki hasti hai
Sach kya hai pehchaan le
Nayee raat hogi nayee baat hogi,
Naye kal ko aao kare kare kare
Salami, salami, salami, kar le salami
Salami, salami, salami, kar le salami
Saare zamaane se hum bekhabar, hum pe na koi asar
Jaane ruke kab kahan aur kidhar aawargi ka safar
Hum to deewane hai, sabse begane hai
Jo chahe hum wo kare
Koi sune kuch bhi, koi kahe kuch bhi
Hum na kisi se dare
Nayee raat hogi nayee baat hogi,
Naye kal ko aao kare kare kare
Salami, salami, salami, kar le salami
Salami, salami, salami, kar le salami
Salami, salami, salami, kar le salami
Salami, salami, salami, kar le salami
5. Film: - "Aaaja Nachle"
Hulchal huyee zara shor hua,
Dil chor hua, teri ore hua
Hulchal huyee, Hulchal huyee, zara shor hua,
Dil chor hua, teri ore hua
Aisi chale jab hawaa, ishq hua hi hua,

Palko se hontho tak jo raah nikalti hai
Guzare na wahaan se ye teri galati hai
Palko se hontho tak jo raah nikalti hai
Rahte hai ab hum wahaan, ishq hua hi hua
Aisi chale jab hawaa, ishq hua hi hua,
Kadmo ko sambhale nazaro ka kya kare
Nazaro ko sambhale per dil ka kya kare
Kadmo ko sambhale nazaro ka kya kare
Dil ko sambhale juba, ishq hua hi hua,
Aisi chale jab hawaa, ishq hua hi hua,
Hulchal huyee zara shor hua,
Dil chor hua, teri ore hua
Hulchal huyee, Hulchal huyee, zara shor hua,
Dil chor hua, teri ore hua
Ishq hua hay......
6. Film: - "Fanna"
Ya maulla aa aa aa aa
Ya maulla aa aa aa aa
Mere haanth me tera haanth ho sari jannate mere saath ho
Mere haanth me tera haanth ho sari jannate mere saath ho
Tu jo paas ho phir kya ye jahaan
Tere pyaar me ho jaau fanna
Mere haanth me tera haanth ho sari jannate mere saath ho
Tu jo paas ho phir kya ye jahaan
Tere pyaar me ho jaau fanna
Mere haanth me tera haanth ho sari jannate mere saath ho
"Tere dil me meri saanso ko panaah mil jaaye
Tere ishq me meri jaan fanna ho jaaye"
Jitne paas hai khushboo saans ke,
Jitne paas hoto ke sargam
Jaise saath hai karwat yaad ke,
Jaise saath baaho ke sangam
Jitne paas paas khwabo ke nazar,
Utne paas tu rehna humsafar
Tu jo paas ho phir kya ye jahaan
Tere pyaar me ho jaau fanna
Mere haanth me tera haanth ho sari jannate mere saath ho
"Rone de humko aaj tu aankhe sujane de
Banho me le le aur khud ko bhing jaane de
Hai jo seene me kaid dariya wo chuth jayega
Hai itna dard ki tera daman bing jayega"
Jitne paas pass dhadkan ke hai raas,
Jitne paas boondo ke badal
Jaise saath saath chanda ke hai raat,
Jaise saath naino ke kajal
Jitne paas paas sagar ke Lehar
Utne paas tu rehna humsafar
Tu jo paas ho phir kya ye jahaan
Tere pyaar me ho jaau fanna
Mere haanth me tera haanth ho sari jannate mere saath ho
Ya maulla aa aa aa aa
"Adhoori saans thi dhadkan adhoori thi adhure hum,
Magar ab chand pura hai falak pe aur ab pure hai hum"
7. Film: - "Hum Tum"
Ladki kyun na jaane kyun ladko si nahi hoti
Sochti hai jyaada kum wo samjhti hai
Dil kuch kehta hai kuch aur hi karti hai
Ladki kyun na jaane kyun ladko si nahi hoti
Ladki kyun na jaane kyun ladko si nahi hoti
Pyaar use bhi hai magar suruvat tumhi se chahe
Khud me uljhi uljhi hai per baalo lo suljhaye
"I mean you'r all the same yar
Hum achche dost hai per us nazar se tumko dekha nahi
Wo sab to thik hai per is baare me kabhi socha nahi"
Sabse alag ho tum ye keh ke paas tumhare aaye
Aur kuch din me tum me alag sa kuch bhi na usko bhaye
"Ye kaisi shirt pehnte ho kaise baal katate ho
Gaari tez chalate ho tum zaldi me kyun khate ho
Give me a break"
Tumhe badalne ko paas wo aati hai
Tumhe mitane ko jaal bichati hai
Baato baato me tumhe fasaati hai
Pehle husati hai phir bada rulati hai
Ladki kyun na jaane kyun ladko si nahi hoti
Ladki kyun na jaane kyun ladko si nahi hoti
He, Itan hi khud se khush ho to piche kyun aate ho
Phool kabhi to hazaar tohfe aakhir kyun late ho
"Apna naam nahi bataaya aapne, Coffie pine chalengi
Mai aapko ghar chore do, Phir kab milengi"
Bikhra bikhra bematlab sa tuta futa jeena
Aur kehte ho alag se hai hum taan ke apna seena
"Bhiga tauliya farsh pe kahi, Tuthpest ka dhakan kahi
Kal ke moje ulat ke pehne, Waqt ka kuch bhi hosh nahi"
Jeene ka tumko dhang sikhlati hai
Tumhe jaanwar se insaan banati hai
Uske bina ek pal reh na sakoge tum
Usko pataa hai ye keh na sakoge tum
Isliye ladkiya ladko si nahi hoti
Isliye ladkiya ladko si nahi hoti
Jaane kaun kaun se din wo tumko yaad dilaye
Pyaar ko chahe bhool bhi jaaye tarikhe na bhulaye
"1st March ko nazar milayee, 4 April mai milne aayee
21 May ko tumne chua tha, 6 June mujhe kuch hua tha"
Ladko ka kya kisi bhi mode pe wo mud jaye
Abhi kisi ke hai abhi kisi aur se wo jure jaye
"Tumhare mummy papa ghar pe nahi hai Great, Mai aa jaau
Tumhari friend akeli ghar jaa rahi hai, bechari, Mai chod aau"
Ek haan kehne ko kitna tehlati hai
Thak jaate hai hum wo jee behlati hai
Wo sharmaati hai tabhi chupati hai
Ladki jo ha keh de ude nibhati hai
Isliye ladkiya ladko si nahi hoti
Isliye ladkiya ladko si nahi hoti
Ladki kyun na jaane kyun ladko si nahi hoti
Ladki kyun na jaane kyun ladko si nahi hoti
"All right, All right isme jhagarne ki kya baat hai"
"Pehle pehle bhawre jaise aas paas mandraye
Phir bizi hoo ye kehke tumko wo tarkaye
Samjha karo darling aaj bahoot kaam hai
Door hua to kya hua dil me tumhara hi naam hai
Jis chehre pe marte the wo boring ho jaaye
Kuch hi din me nazare inki idhar udhar mandraye
Sirf pyaar se zindagi nahi chalti
Tum interiar decoration ka course kyun nahi karti"
8. Film: -: "Bunti aur Babli"
Aisi nazar se dekha us zaalim ne chauk per
Humne kaleja rakh diya chanku ki nokh per
Mera chain wain sab ujda, zaalim nazar hataa le
Mera chain wain sab ujda, zaalim nazar hataa le
Barbaad ho rahe ahi jee ho ho ho
Barbaad ho rahe ahi jee tere apne sahar wale
Mera chain wain sab ujda, zaalim nazar hataa le
Barbaad ho rahe ahi jee tere apne sahar wale
Ho meri angrayee na toote tu aaja
meri angrayee na toote tu aaja
Kajraare, kajraare tere kare kare naina
Kajraare, kajraare tere kare kare naina
Ho, Kajraare, kajraare tere kare kare naina
Kajraare, kajraare tere kare kare naina
Mere naina mere naina mere naina judwaa naina
Ho, Kajraare, kajraare tere kare kare naina
Surme se likhe tere waade, aankho ki zubaani aate hai
Hay, Mere rumalo pe lab ter bandh ke nishani jaate hai
Tere baato me mere naam ki khushboo hai
Tera aana bhi ghar me yakinu hai
Tere baato me mere naam ki khushboo hai
Tera aana bhi ghar me yakinu hai
Aaja toote na, toote na angrayee
Ho meri angrayee na toote tu aaja
meri angrayee na toote tu aaja
Kajraare, kajraare tere kare kare naina
Kajraare, kajraare tere kare kare naina
Ho, Kajraare, kajraare tere kare kare naina
Kajraare, kajraare tere kare kare naina
Mere naina mere naina mere naino me chup ke rehna
Kajraare, kajraare tere kare kare naina
Aankhe bhi kamal karti hai, personal se sawaal karti hai
Hay, pelko ko uthati hi nahi, perde ka khyaal karti hai
Mera gam to kisi se bhi chupta nahi,
dard hota hai dard jab chubhata nahi
Mera gam to kisi se bhi chupta nahi,
dard hota hai dard jab chubhata nahi
Aaja toote na, toote na angrayee
Ho meri angrayee na toote tu aaja
meri angrayee na toote tu aaja
Kajraare, kajraare tere kare kare naina
Kajraare, kajraare tere kare kare naina
Ho, Kajraare, kajraare tere kare kare naina
Kajraare, kajraare tere kare kare naina
Tere naina tere naina hume daste hai tere naina
Kajraare, kajraare tere kare kare naina
Tujhse milna purani delhi me chod aaye nishani delhi me
Balhimarah se chali bedhark teri meri kahani delhi me
O ho kali kamli wale ko yaad kar ke
Tere kale kale naino ki kasam khate hai
O tere kale kale naino ki balaye le lu
O tere kale kale naino ko duaye de du
Meri jaan udas hai hoto pe pyaas hai aaja re aaja re aaja re
Tere baato me mere naam ki khushboo hai
Tera aana bhi ghar me yakinu hai
Tere baato me mere naam ki khushboo hai
Tera aana bhi ghar me yakinu hai
Ho meri angrayee na toote tu aaja
meri angrayee na toote tu aaja
Kajraare, kajraare tere kare kare naina
Kajraare, kajraare tere kare kare naina
Ho, Kajraare, kajraare tere kare kare naina
Kajraare, kajraare tere kare kare naina
Tere naina tere naina tere naina judwaa naina
Tere naina tere naina tere naino me chup ke rehna
Ho, Kajraare, kajraare tere kare kare naina
Kajraare, kajraare tere kare kare naina
Kajraare, kajraare mere kare kare naina
9. Film: - "Bachanaa ae haseeno"
Aahista aahista mujhe yakin ho gayaa
Aahista aahista ye dil yuhi kho gayaa
Yu khila khila hai chand ya teri hai roshani
Yu udi udi si hai zami aahista
Ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho
Hua ye pehli baar
Ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho
Mujhe ho gayaa hai pyaar
Dekh lu ye khwab mai, ki raato me tu aake ye kahega
Ki tu jee rahi hai meri zindagi
To phir kya baat hai, ki aakar ke tu dhire se sunega
Kyun na rok lu main ye din yahi
Kisi se bhi na, kahenge hum na, yahi pe kho jaayenge
Yu khila khila hai chand ya teri hai roshani
Yu udi udi si hai zami aahista
Ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho
Hua ye pehli baar
Ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho
Mujhe ho gayaa hai pyaar
Mujhse ek pal mila, ki aake use sab se chupa lo
Teri jo kahani suna chala
Aur us pal me hi, Tum aake mujhe apna bana lo
Mujhko mera her ek kal mila
Phoolo ka hum na, leke bichauna, khawabo me kho jaayenge
Yu khila khila hai chand ya teri hai roshani
Yu udi udi si hai zami aahista
Ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho
Hua ye pehli baar
Ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho
Mujhe ho gayaa hai pyaar
Aahista aahista mujhe yakin ho gayaa
Aahista aahista ye dil yuhi kho gayaa
Yu khila khila hai chand ya teri hai roshani
Yu udi udi si hai zami aahista
Ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho
Hua ye pehli baar
Ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho
10. Film: - "Salam Namaste"
Aati hai wo aise chalke, jaise jannat me rehti hai
Dekhati hai sabko aise, jaise sab ko wo sehti hai
Per gusse me jab aaye, or aankhe wo dikhalaye
Ladte ladte galti se muskaye
My dil gose mmmm
My dil gose mmmm
Karti hu jab usase baate, lagta hai sone wala hai
Soke jab ajab bhi wo jaage, lagta hai rone wala hai
Per chupke se wo aaye, bina neend se mujhe jagaaye
Le banho me or khud hi gir jaaye
My dil gose mmmm
My dil gose mmmm
Ha wo na na karti hai, ha badaa akarti hai
Ha thodi si ziddi hai, ha akal se piddi hai
Jaate hai sab baye daaye wo jaati hai
Tedhi in baato se mujhko satati hai
Or waqt se pehle aana, sunanaa na koi bahaana
Per dekhna mera rastaa rozana
My dil gose mmmm
My dil gose mmmm
Ha picture me rota hai, ha khule wo sota hai
Ha badaa nalayak hai, ha pitane ke layak hai
Jaane kya kehta hai, jaane kya karta hai
Sofe pe chadhta hai, perdo se ladta hai
Jab karne lage safaayee, samjho ki shamat aayee
Or thak ke jab leta hai angrayee
My dil gose mmmm
My dil gose mmmm
Ha todi alag si hai, ha todi galat si hai
Ha toda alag sa hai, ha toda galat sa hai
Aisi bhi hogi wo aisa na socha tha
Aisa hi hoga wo aisa hi socha tha
Kyun lagta hai ye apna, ye sach hai ya hai sapna
Daar lagta hai kahin ho na jaaye choor
My dil gose mmmm
My dil gose mmmm
My dil gose mmmm
11. Film: - "Dostana"
Mere maulla maulla mere maulla
Maan matwala kyun hua, hua re
Re maan maulla maulla mere maulla, mere maulla
Kis taraf hai aasmaan kis taraf zamin khabar nahi, khabar nahi
Jab se aaya hai sanam mujhko khad ki bhi khabar nahi, khabar nahi
Hosh gul sapno ke mai bandoo pul
Aankh kab khuli khabar nahi, khabar nahi
O ho, Kis taraf hai aasmaan kis taraf zamin khabar nahi, khabar nahi
Jab se aaya hai sanam mujhko khad ki bhi khabar nahi, khabar nahi
Mere maulla maulla mere maulla
Maan matwala kyun hua, hua re
Re maan maulla maulla mere maulla, mere maulla
Jaane kab kahan kaise, tere ho gaye aise
Hum to sochate reh gaye aur pyaar ho gaya
Mere khwab dil saanse mil ke kho gaye aise
Tujhko dekh ke aisa to kayee bar ho gayaa
Tu kahe dil ye tera hi rahe,
Aur kya kahu khabar nahin, kabar nahi
O ho, Kis taraf hai aasmaan kis taraf zamin khabar nahi, khabar nahi
Mere maulla maulla mere maulla
Maan matwala kyun hua, hua re
Re maan maulla maulla mere maulla, mere maulla
Aayega wo is intzar me,
Ud chala dil wahaa sapne jahaa mai jaau
Lagta hai wo mere karib hai,
Aisa kyun hai magar dundhe nazar bekabu
Hosh gul sapno ke mai bandoo pul
Aankh kab khuli khabar nahi, O ho,
Kis taraf hai aasmaan kis taraf zamin khabar nahi, khabar nahi
Jab se aaya hai sanam mujhko khad ki bhi khabar nahi, khabar nahi
Hosh gul sapno ke mai bandoo pul
Aankh kab khuli khabar nahi, khabar nahi
O ho, Kis taraf hai aasmaan kis taraf zamin khabar nahi, khabar nahi
Mere maulla maulla mere maulla
Maan matwala kyun hua, hua re
Re maan maulla maulla mere maulla, mere maulla
12. Film: - "Mohhabbattein"
Aankhe kuli ho ya ho band, didar unka hota hai
Kaise kahoo mai o yara ye pyaar kaise hota hai
Tu Ru Ru Ru Ru Ru ..................
Aankhe kuli ho ya ho band, didar unka hota hai
Aankhe kuli ho ya ho band, didar unka hota hai
Kaise kahoo mai o yara ye pyaar kaise hota hai
Tu Ru Ru Ru Ru Ru ..................
Aaj hi yaaro kisi pe mar ke dekhenge hum
Pyaar hota hai ye kaise kar ke dekhenge hum
Kisi ki yaado me khoye huye khwabo ko humne sajaa liya
Kisi ki banho me soye huye apna use banaa liya
Aye yaar pyaar me koi, Tu Ru Ru Ru Ru Ru ..................
Aye yaar pyaar me koi na jaagta na sota hai
Kaise kahoo mai o yara ye pyaar kaise hota hai
Tu Ru Ru Ru Ru Ru ..................
Kya hai ye jaadu hai koi bas jo chal jaata hai
Tod ke pehre hzaro dil nikal jaata hai
Door kahin aasmano per hote hai ye saare faisle
Kaun jaane koi humsafar kab kaise kahan mile
Jo naam dil pe ho likaha, Tu Ru Ru Ru Ru Ru ..................
Jo naam dil pe ho likaha, ikrar usi se hota hai
Kaise kahoo mai o yara ye pyaar kaise hota hai
Tu Ru Ru Ru Ru Ru ..................
Aankhe kuli ho ya ho band, didar unka hota hai
Aankhe kuli ho ya ho band, didar unka hota hai
Kaise kahoo mai o yara ye pyaar kaise hota hai
Tu Ru Ru Ru Ru Ru ..................
Tu Ru Ru Ru Ru Ru ..................
13. Film: - "Mere Yaar Ki Shaadi Hai"
Resham si hai ye hawaye sanam
Aao zara paas aaye sanam
Jaage jaage arma hai, jaage jaage hum
Ho ho ho, Jaage jaage arma hai, jaage jaage hum
Ho jaane do ab fashle kuch to kum
Jaage jaage arma hai, jaage jaage hum
Ho ho ho, Jaage jaage arma hai, jaage jaage hum
Ha Resham si hai ye hawaye sanam
Aao zara paas aaye sanam
Jaage jaage arma hai, jaage jaage hum
Ho ho ho, Jaage jaage arma hai, jaage jaage hum
Angrayee lekar hawa hai chali
Phir kyun na khushboo bikhere kali
Ho ho ho khushboo hawao me kaise bhare
Kaliya hai sharmayee hay kya kare
kya pata hai ye kya sharm hai ya sazaa
kyun hai betabiyaa intzaar ek zara
Ek pal ki bhi doori to ab hai sitam
Jaage jaage arma hai, jaage jaage hum
Ho ho ho, Jaage jaage arma hai, jaage jaage hum
Chup rehna chaha tha reh na sake
Phir bhi jo kehna tha keh na sake
Ho ho ho, tum mujhse kuch bhi kaho na kaho
Aise to khoye huye na raho
Ab to jo ho so ho, baat dil ki suno
Kehti hai dhadkane, keh bhi do keh bhi do
Tumhare hai hum hai tumhari kasam
Jaage jaage arma hai, jaage jaage hum
Ho ho ho, Jaage jaage arma hai, jaage jaage hum
Resham si hai ye hawaye sanam
Aao zara paas aaye sanam
Jaage jaage arma hai, jaage jaage hum
Ho ho ho, Jaage jaage arma hai, jaage jaage hum
Ho jaane do ab fashle kuch to kum
Jaage jaage arma hai, jaage jaage hum
Ho ho ho, Jaage jaage arma hai, jaage jaage hum
Jage jage, jage jage, jage jage, jage jage.
14. 5th November Song "Film: - Kammine"
Thode bhige bhige se thode num hai hum
Kal se soye woye bhi to kum hai hum
Dil ne kaisi harkat ki hai
Pehli baar mohhabbat ki hai,
Aakhiri baar mohhabbat ki hai
Aankhe doobi doobi si surmayee madham
Jhile paani paani hai bus tum aur hum
Baat badi hairat ki hai
Pehli baar mohhabbat ki hai,
Aakhiri baar mohhabbat ki hai
Pehli baar mohhabbat ki hai,
Aakhiri baar mohhabbat ki hai
Pehli baar mohhabbat ki hai,
Aakhiri baar mohhabbat ki hai
Ho o o .........................
15. Adiraj Entry Song "Film:- Main Hoo Na"
Tum bhi ho, mai bhi hoo, paas aao, to keh doo
Aakhir kyun pal me yu deewanaa mai ho gayaa
Tumhe jo maine dekha, tumhe jo maine jaana
Tumhe jo maine dekha, tumhe jo maine jaana
Jo hosh tha wo to gayaa
Badan ki ye khushboo, chalane lagi jaadu
To hoke bekabu dil kho gayaa
Tumhe jo maine samjha, tumhe jo maine maana
Tumhe jo maine dekha, tumhe jo maine jaana
Jo hosh tha wo to gayaa
Itani kyun tum khubsoorat ho, ki sab ko hairat ho
Duniya me sachmuch hi rehti hai pariyo sebhi jyaada pyaari si ladki koi
Ha, Itni kyun bolo hasee tum ho, jo dekhe gumsum ho
Deko na mai bhi hoo khoya sa, behka sa, mujhpe bhi chayee hai deewanagi
Tumhe jo maine pooja, tumhi ko chaha paana
Tumhe jo maine dekha, tumhe jo maine jaana
Jo hosh tha wo to gayaa
Badan ki ye khushboo, chalane lagi jaadu
To hoke bekabu dil kho gayaa
Tumhe jo maine dekha, tumhe jo maine jaana
Tumhe jo maine dekha, tumhe jo maine jaana
Jo hosh tha wo to gayaa
Tum bhi ho, mai bhi hoo, paas aao, to keh doo
Tumne jo dekha to kya jaane kya ho gayaa?
Jaane kyun rehti hu khoyee si, jaagi na soyee si
Ab dil me arma hai saanso me tufaa hai, aankho me khwabo ki hai chandani
Ho, Jaane kyun behka sa ye maan hai, mehka sa ye taan hai,
Chalti hoo itrake, ithlake, sarmaake, balkhake, jaise koi raagini
Tumhe jo maine samjha, tumhe jo pehchaana
Tumhe jo maine dekha, tumhe jo maine jaana
Jo hosh tha wo to gayaa
Badan ki ye khushboo, chalane lagi jaadu
To hoke bekabu dil kho gayaa
Tumhe jo maine dekha, tumhe jo maine jaana
Tumhe jo maine dekha, tumhe jo maine jaana
Tumhe jo maine dekha, tumhe jo maine jaana
Tumhe jo maine dekha, tumhe jo maine jaana
Edited by vs-kmh - 15 years ago