Originally posted by: Piya_2009
pad jab mayank sheena k liye concern ho raha tha mujhe bohot gussa araha tha...mayank said- humhe dekhna chahiye kahi pani andar to nehi chala gaya...uske liye itna concern hone ka kya jarurat tha😡
Mujhe bhi gussa aaya tha😡
Par mujhe laga ki ussi waqt nupur ko kehna chahiye tha ki
humme dekhna chahiye ki paani pollute toh nai hua😛