Posted:
Aoni ko jab se millee se pyaar hua hai aoni ka dil ooshke bash mein nahi hai.Also after knowing that millee is using him and so he decieded take revenge but kya kare aoni ke kheyalon mein,soch mein ooshke dimag mein har pal har waqt sirif millee hi hai and so when he was dancing with ramona to make her fall in love with him but he was imaging millee was with him and also he mumurs her name.lagta hai kisi ne saach hi kaha hai jab apko kisi se pyaar ho jata tab har kahin har place mein woh apko nazar aati hai.
Ab jish aoni apne haton se stage ka roof top damage kiya hai.ab wohi aoni khud chaal kar millee ko save karega aur agar aoni na bhi jana chae tu bhi ooshka dil ooshe kich kar le jayega and guys ultimately aoni apni jaan pe khel kar millee ki jaan save karega.kyonki yeh pyaar hai.It's true that pyaar mein inshaan sirif dil se sichtehai,sunta,dekhta hai aur samjhta bhi dil se hai.Thats why it ia said that pyaar andha,behera aUR GOONGA hota hai.mille ko save karne baad aoni hayran-pareshaan ho ke khud se kahe ga "mein millee ko hurt karna chahata tha lekin mein ooshe kyon save kiya.yeh mujhe kkya ho gaya hai.
Bechara aoni bhi kya kare woh millee se pyaar jo kar betha hai.yaneki bin janne ,bin soche galat jagah pe,galat waqt pe,galat lasdki se pyaar jo kar beyetha hai.Ab aoni ko ooshki saja tu bhugatni hogi na.KYON MEIN SAACH KAHA NA.
Bechara aoninab apne bichhaye huye pyar ki satranj ki jaal mein ish kadar oolajh jayega ke rahe jayega ki ooshe khud hi pata nahi chalega ki woh kab,kaise aur kyon millee ko haad se jayada aur beimtehaan pyaar karne laga hai.
Ishliye kahete hai kabhi bhi dil ka khel ya phir dil se kabhi bhi nahi khelna nahi chahiye kyonki dillagi kab dil ki lagi ban jati hai aur ankhon ke rashte se kab kon kaise dil ootar kar dil mein sama jati hi dil ko bhi nahi ooski khabar hoti hai.Ab tu aoni ka kuch nahi ho sakta hai oosh ka tu pura baad baaj gaya hai.