today i want to said my mama

or guys mujhay net pay search kartay kartay aik bohut hi khoobsurat si aik kahani milli
or i want to share it with u

jiss ko urdu nahin atti unh k liye
tekhleeq ka dard
aik bar aik sea shell nay apnay saathi say kaha
"main apnay ander aik dard mehsoos kar rai hoon..........aik bhari dard...........jiss nay mujhay taqleef main mubtala kia howa hai..............jo meri jaan nichor raha hai"
yeh baat sun k doosray sea shell nay saans letay howay kaha
"samandaroon or asmanon ka shukar hai k main kissi taqleef main nahin..........main ander o bahir say healthy hoon"
inh ki baat aik sea crab nay sun liin theen or usnay kaha
"zaroor yeh baat sahi hai...........k tum ander or bahir say healthy hoo...........tumhain koi takleef nahin.................magar.............yeh darad jiss main tumhari neighbour hai na.............yeh asal main aik khoobsurat white pearl hai...............sab say alag............jiss ki khoobsurti sari duniya say zyada hai"
now here u can also send a message to ur mother 2 express ur love
lol
ana