COOL SHAIRI
God made MUD
God made DIRT
God made GIRLS
So GUYS can Flirt!!!.. (so true)
Jo sadiyon se hota aaya hai
woh repeat kar doonga ......
Jo sadiyon se hota aaya hai
woh repeat kar doonga ......
Tu naa mili to tujhko dil sey
CNTRl + ALT + DELETE kar doonga ga.....
-----------------
Shayad mere pyar ko taste karna bhool gayee......
Dil se aisa CUT kiya ke PASTE karna bhool gayee........
------------------
Tumse mila main kal to, mere dil main hua ek sound,
Lekin aaj tum mili to kehti ho: Your file not found.
--------------------
Tumko dekha to yeh khayaal aaya
Ki kal raat ko maine itna kyon khaaya
------------------
Woh to hum hain jo aap ki chahat dil main rakhtae hain
Warna aap jaisey softwares to bazaar main biktay hain
----------
Teray pyaar ka email meray dil ko lubhaata hai
Per beech main teray baap ka virus ajata hai
------------
Aur karvaoogay humsey kitnaa intizaar
Humarey dil pe kabhi enter to maro yaar
---------------------
Apni insult ka badlaa dekho kaise loonga
Janeman teray baap ko shift delete kar doon ga
--------------------
Apkay nakhrey dil pe bang hogaye
Do PC joodtey joodtey hang hogaye
---------------------
Aap jaison ke liye dil ko cut diya kartey hain
Warna baki cases main to copy paste kiya kartey hain
----------------------------
Ho gayi galti humse, click ho gaya mouse
Duniya ki parwaah chhodo, ban jaao meri spouse!
------------------------------
Ishq kay samander main ghota lagaya
Pani both thanda tha main bahar nikal aya
-------------------
Tu mere dil mein aise samaayi hai
Jaise baajray ke khet mein bhains ghus aayi hai
------------------
Ab aur kaho na tum, "but" ya "if"
Tum ho meri zindagi ki animated gif.
Tu naa mili to tujhko dil seyfar
CNTRl + ALT + DELETE kar doonga ga.....
👏👏👏