Originally posted by: aye-masakalii
Yaar aaj maine khud ko self ban kiya hai. Mostly ek-do din aur aise hi self ban pe rahungi, work's a bit much, and ek baar AT mein entry maar lun toh phir wahin reh jaati hoon, it's too distracting 😆
I know ek baar AT main kadam rakhlo then turn back karna mushkil hai😆
Self ban maine bhi kiya tha na last week 😆