today's dialogue of arjunArjun's today's dialogue
Rakht par laut jayiye angraaj, jab tak aap bhoomi par hain mein aapke upar prahaar nahi karoonga
Kintu is ka ye arth nahi hain ki angraaj mein aapke prahaar ka uttar nahi doonga
Madhav angraaj ne yudh ki chunauthi di hain, hamein rukna hoga
Parantu hamari yogna kya hain madhav?hum ja kahan rahe hain madhav
Angraaj ki parastr karne ki shamata hain mujmein
Madhav, kauravon ki madhyam se sab ko ye sandhesh dedenge ki arjun, arjun ran chodkar baag raha hain
The smile on arjun's face was awesome when madhav says ranchod ko saarathy banavogi aise hi hoga..
Madhav wo nishastr hain aur hum nisshastr par prahaar nahi karsakte
Usee peedha dea koun raha tha angraaj?aapke mitr,tumhare saathi, do-do peher tak , ek baalak ko peedha deegayi aur aap moun rahein angraaj , tab dharm ka vishmaran hogaya ta? Parantu mein aapko ek afsar deta hoon
Surya astr hone mein abhi do-do gadhiyaan shesty hain angraaj ,yadhi ek gadhi mein aapko apni vidhya ka smaran nahi hua , to dusre gadhi mein, mein Anjali ashtr se aapka vadh kardoonga