Originally posted by: shavii
no 1 - angraz karn ne apna dhanur vidhya ka pradarshan karna shuru kardiya hian madhav rakht unki vor le chali hain unko pranipat karne ka smaya agaya hain
no-2 - angraz karn gadha yudh karlete kamse kam parajeet hone par aapko lajja ka anubhav nahi hoga(oh god such an teasing mode )
no 3 - angraz karn chonch mar mar kar pakshi ek vrish mein ched karsakta hain parantu vrishk ko tod nahi sakta 😉
no4 - hum ko vismaran ho chuka angraz parantu lagta hain aapko mera us roop ka smaran nahi hua hian 😆
no5- prahar kijiya angraaj , kiski pratishka kar rahe hain mrityu ki, kya marne ke pachshaat pisaas bankar mujse pratishot lenge ?
no 6- koi nahi ayega angraaj aaj hamare beech koi nahi ayega😉,ye mera vachan hain aap se👏👏👏
no7- apni vidhya ki parichay karlijiye kya aapki banoon mein meri mastak katne ka samart hain😉
no 8- prayas karlijiye angraajz, shrest banne ka prayas karlijiye , mein to utham bankar hi santhust hoon👏
thank u but i recorded it to hear dialogues but it takes time 😆 but i managed
i am arjunianofcourse
what an dialogue today i was fast because i was fida over arjun all over again😉