mera dil le gai o kammo kidhrmein dekho usko idhr udhr
yaaro jao dhoond k lao yaaro jao dhoond k lao
maar diya jaye ya chod diya jayebol tere saath kya salooq kiya jaye...REPEATED😆
Piya tose naina lage re naina lage re
jane kya ho ab aage re..
raat ko jab chand chamke jal uthetan mera
may kahu us pal ...
Vaheeda Raheman
janu meri jaan mein tere kubaanmein tera tu meri jana
jane saara hindustan
amitabh
mere haathon mein no no chooriyaan hainzra thehro sajan majbooriyaan hain
milan hoga milan hoga
bs ik raat ki dooriyaan hain
Hooton pe rangat hai
Dil mein mohabat hai
Ya jiame auraat hai
Bas jannat hi jaanat hai
(Dream girl, dream girl, dream girl)
Ghoonghat ki aad se dilbar kadeedar adhura rehta hai
jab tak na pade aashiq ki nazar(2)
shringaar adhura rehta hai
ghoonghat ki aad se dilbar ka
Mere dushman tu meri dosti ko tarse,
muje gam denewale tu khushi ko tarse
Tu phul bane patjad ka tuj pe bahar na aaye kabhi,
Meri hi tu tadpe tujko karar na aaye kabhi.
Jiye tu is terh ke zindgi ko tarse
Mere dushman tu meri dosti ko tarse..
Na jaa kahin ab na jaa
dil ke siwa
aye mere humdum mere dost
Chookar mere man ko
Kiya tuney kya ishara
Chookar mere man ko
Kiya tuney kya ishara
Badla yeh mausam
Lagey pyara jag saara
O khaike paan Banaras wala
O khaike paan Banaras wala
Khul jaaye band akal kaa taala
O khaike paan Banaras wala
Khul jaaye band akal kaa taala
Meet Na Mila Re Man Ka
Meet na mila re man ka
Meet na mila re man ka
Aye, meet na mila re mann ka
Meet na mila re mann ka
Arey deewano ,mujhe pehchaano
kahan se aaya main hoon kaun
mainhoon kaun main hoon kaun
main hoon main hoon don
Zindagi hasne gaane ke liye hain pal do pal
Zindagi hasne gaane ke liye hain pal do pal
Isse kho na nahi, kho ke rona nahi
Isse kho na nahi, kho ke rona nahi
Zindagi hasne gaane ke liye hain pal do pal
Zindagi hasne gaane ke liye hain pal do pal
jawaani janeman , hassen dilrubamiley jo dil nissar ho gaya (2)
shikari khud yahan shikar ho gaya
yeh kya sitam hua , yeh kya zulam hua
yeh kya gazab hua , yeh kaise kab hua
na janoo main na jaane woh
Rote hue aate hain sab
Rote hue aate hain sab
Hasta hua jo jayega
Woh muqaddar ka sikander
Woh muqaddar ka sikander
Jaaneman kahlaayega
Kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai
Kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai
Ke jaise tujhko banaya gaya hai mere liye
Ke jaise tujhko banaya gaya hai mere liye
Sayonara sayonara
Waada nibhaaongi sayonara
Ithlaati aur balkhaati
Kal phir aaongi sayonara
Mere rang main , rang ne waalipari ho ya ho pariyon ki rani
ya ho meri prem kahani
mere sawaalon ka jawaab do
do na
maine pyaar kiya , maine pyar kiya
Ek din bik jayega, maati ke mol
Jag mein rah jayenge pyare tere bol
Dooje ke hothon ko dekar apne geet
Koi nishani chhod, phir duniya se bol
Ek din bik jayega, maati ke mol
Jag mein rah jayenge pyare tere bol
Raj kapoor
mere angney mein tumhara kya kaam hai(2)jiski biwi moti uska bhi bada naan hai
mere angney tumhara kya kaam hai
yeh desh hai veer jawaanon kaalbelon ka , mastanon ka
iss desh kya yaaron kya kehna
yeh desh hai duniya ka gehna
Zinda hoon iss tarah ki gam-e-zindagi nahi
Jalta huya ek diya hoon magar roshni nahi
Zinda hoon iss tarah ki gam-e
raj kapoor
Inhi logon ne , inhi logon neinhi logon leliya duppatta mera
Jaane kahaan gaye woh din
Kahte the teri yaad mein
Nazaron ko ham bichaayenge
Jaane kahaan gaye woh din
Kahte thhe teri yaad mein
Nazaron ko ham bichaayenge
Raj kapoor
Chala jaata hoonkisi bhi dhun mein
thirak te dil ke
taraane liye
Hothon pe sacchaai rahti hai
Jahaan dil mein safaai rahti hai
Hum uss desh ke vaasi hein
Hum uss desh ke vaasi hein
Jis desh mein ganga behti hai
Raj kapoor😆
Awaara hoon, awaara hoon
Ya gardish mein hoon
Aasmaan ka taara hoon
Awaara hoon, awaara hoon
Raj kapoor
Kisi ki muskurahaton pe ho nisar
Kisi ka dard mil sake to le udhaar
Kisi ke waaste ho tere dil mein pyaar
Jeena isi ka naam hai
Main aashiq hoon baharon ka
Nazaron ka, fizaaon ka, ishaaron ka
Main aashiq hoon baharon ka
Nazaron ka, fizaaon ka, ishaaron ka
Raj kapoor
Haan jab tak hai jaanjaane jahan main naachungi
Dil ko dekho, chehra na dekho
Dil ko dekho, chehra na dekho
Chehron ne laakhon ko loota
Haan, dil sacha aur chehra jhootha
Haan, dil sacha aur chehra jhootha
Dil ko dekho, chehra na dekho
Rajesh khanna
chahiye thoda pyaarthoda pyaar chahiye
jaaneman gulbadaan
meri baat maniye
Jaaney do mujhe yaaron
Main kaun tumhara hoon
Jaaney do mujhe yaaron
Main kaun tumhara hoon
Meri koi manzil nahi
Main ek awaara hoon
Jaaney do mujhe yaaron
Main kaun tumhara hoon
Ek ajnabee haseena se
Kuch aisi baat ho gai
Fr na poocho k kya hua
Kuch aisi baat ho gai
Mere sapnon ki rani kab aayegi tu
Aayi rut mastaani kab aayegi tu
Beeti jaaye zindagaani kab aayegi tu
Chali aa, tu chali aa
Ye jo mohabbat hai, ye unka hai kaam
Arey mehboob ka jo, bas lete huye naam
Mar jaayen, mit jaayen, ho jaayennn Badnaam
Rajesh khanna..
pyaar deewana hota haimastana hota hai
jahaan teri yeh nazar haimeri jaan mujhe khabar hai
bacch na saka koi aye kitne
dekh iddhar yaar dhyaan kidhar hai
jai jai shiv shankarkaanta lagey na kankaar
yeh pyaala tere naam ka piya
ho ooo
gir jaungi , main marjaungi
jo tuney mujhe thaam na liya
ho saw rab di
Mere dil ki yeh dua haikabhi tu na door jaye
tere bina ho jeena
yeh din kabhi na aaye
tere sang jeena yahaan
tere sang maar jaana
yaad karegi duniya
tera mera afsaana
oh mere dil ke chain
chain aaye mere dil ko dua kijiye
apna hi saaya dekh ke tum
jaane jigar sharma gaye
mera kya hoga , socho to zaraa
haye aisa na aahein bhara kijiye
Kisi nazar ko tera intezaar aaj bhi hai
Tu hai kahaan ke yeh dil bekarar aaj bhi hai ...
Hosh walon ko khabar kyabekhudi kya cheez hai
ishq ki jiye phir samajhiye
zindagi kya cheez hai
parda hai pardaparda hai parda
parda ke peeche
parda nasheen hai
parda nasheen beparda na kardoon toh
Akbar mera naam nahin haii
Allah yeh ada kaisi hay in hasino ki
ruthe din ke na mane mahino me
allah..
Mumtaz
Tum bin jau kahan
ke duniya meaake
kuch na phir chaha sanam
tum ko chah ke
Shashi Kapur
Nisultana re pyar ka mausam aaya
are haye re hari bhari chaya
bolo na gori mukh se tum
chudi tum re bole..
Shashi Kapur
Tauba ye matawali chal
jhuk jaye hulo ki dal
chand aur suraj akar mange
tujhase rang kamal
hasina teri misal kahan
Manoj kumar
Pathhar ke sanam tujhe hamane mohabbat ka khuda mana
badi bhul huyi are humase ye kya samajha ye kya jana
Manoj kumar
Jindagi bhar nahi bhulegi vo barasat ki raat
ek anjaan haseena se mulakat ki raat
jindagi bhar nahi bhulegi
Likhe jokhat tujhe vo teri yaad me
hajaro rang ke najare ban gaye
sawera jab hua to phul ban gaye
jo raat aayi to sitare ban gaye
ahan dal dal par sone ki chidiya karati hay basera
vo bharta desh hay mera vo bharat desh hay mera
Prithviraj Kapur, Premnath
Aaja re aaja oh remere dilbar raja
dil ki pyaas bujha ja re
do lafzon ki haidil ki kahani
ya hai mohabbat
ya hai jawani
oh meri jumma oh meri janemanbahar nikal dekh mein aa gaya hoon
jumma chumma jumma chumma
pyar manga hai tumhi sena inkaar kapaas baitho zaraa aaj toh iqraar karo
kitni haseen hai raat , dulhan bani hai raat
machle huye jazbaat , baat zaraa hone do
mujhe pyaar karo , mujhe pyaar karo
neele neele ambar par chand jab aayedil ko tarsaye pyaar barsaye
aisa koi saathi ho , aisa koi premi ho
pyaas dil ki bujha jaye
Kucch na kaho , kucch bhi na kahokya kehna hai , kya sunna hai
samay ka yeh pal thamsa gaya hai
aur iss pal mein koi nahin hai
bas ek tumho , bas ek hum hai
Meri umar ke nau jawanondil na lagana aye deewano
maine pyar karke , neend khoya
chain khoyi
Hum aur tum aur yeh sama
Kya nasha nasha sa hai
Boliye na boliye
Sab suna suna sa hai
shammi kapoor
Oh ho
Ah ha
O jiya o, jiya o jiya kuch bol do
Arey o dil ka parda khol do
O jiya o, jiya o jiya kuch bol do
Arey o dil ka parda khol do
A ha ha ha ha
shammi kappor
Hum aur tum aur yeh sama
Kya nasha nasha sa hai
Boliye na boliye
Sab suna suna sa hai
Hum aur tum aur yeh sama
Kya nasha nasha sa hai
Yun to humne laakh haseen dekhe hain
Tumsa nahin dekha, o tumsa nahin dekha
Yun to humne laakh haseen dekhe hain
Tumsa nahin dekha, o tumsa nahin dekha
shammi kapoor
Baar baar dekho hazaar baar dekho
Ke dekhne ki cheez hain humara dilruba
Taaleho, taaleho, taaleho
shammi kapoor
Oh ho ho ho
Khoya khoya chaand, khula aasman
Ankhon mein saari raat jayegi
Tumko bhi kaise neend aayegi, oh ho
Accha ji mein haari chalo maan jaao na
Dekhi sabki yaari mera dil jalaaon na
Accha ji mein haari chalo maan jaao na
Dekhi sabki yaari mera dil jalaaon na
dev anand
Meri mohabbat jawaan rahegi
Sada rahi hai sada rahegi
Meri mohabbat jawaan rahegi
Sada rahi hai sada rahegi
Tadap tadap kar yahi kahegi
Hoshiyaar, hoshiyaar
Jane waale, jane waale zara hoshiyaar
Yahaan ke ham hein rajkumar
Huye huye aage peeche
Ehsaan tera hoga mujhpar
Dil chahta hai woh kehne do
Mujhe tumse mohabbat ho gayi hai
Mujhe palkon ki chaaon mein rehne do
Tere mere sapane
Ab ek rang hain
Ho Jahaa bhee le jaaye raahe
Hum sang hain
Hooo Tere mere sapne
Jab chalen ham raah ulti
Pyaar duniya ke kiya
Jab chalen ham raah ulti
Pyaar duniya ke kiya
Raah jab seedhi mili toh
Beqaraar se ho kyon
Hamko paas aane bhi do
Gir pada jo haath se
Woh rumal uttha lene bhi do
Bante kyun ho jaane jigar
Din dhal jaye hai raat na jaye
Tu to na aaye teri yaad sataye
Din dhal jaye hai raat na jaye
Tu to na aaye teri yaad sataye
Rulake gaya sapana mera
Rulake gaya sapana mera
Baithi hoon kab ho savera
Rulake gaya sapana mera
Chal jahaan gam ke maare na ho
Jhoothi aasha ke taare na ho
Chal jahaan gam ke maare na ho
Jhoothi aasha ke taare na ho
Dheere chal dheere chal, ae bheegi hawa
Ki mere bulbul ki hai neend jawan
Ki kahin laage na kisi ki usse bad nazar
Ki meethe sapnon mein khoyi hai woh bekhabar
Nain lad gai hain
Nain lad gai hain
To manawa ma kasak hoive kari
Prem ka chutihe
Duniya mujhe dhoonde
Magar mera nishaan koi na ho
Apna paraya meherbaana
Meherbaan koi na ho
Dard mein doobe geet na de
Ghum ka sisakta saaz na de
Dard mein doobe geet na de
Gum ka sisakta saaz na de
Dil tera deewana hai sanam
Dil tera deewana hai sanam
Jaante ho tum kuch na kahenge hum
O jaante ho tum kuch na kahenge hum
Tera wajood hai
Tera wajood hai ab
Sirf daastan ke liye
Na tu zameen ke liye hai
Na aasmaan ke liye
Yeh reshmi zulfen
Yeh sharbati aankhen
Inhe dekh kar jee rahen hain sabhi
Inhe dekh kar jee rahen hain sabhi
Mere dil mein aaj kya hain
Tu kahe to main bata du
Mere dil mein aaj kya hain
Tu kahe to main bata du
Mujhe kitna pyaar hai tumse
Apne hi dil se poocho tum
Jisse dil diya hai woh tum ho
Meri zindagi tumhari hai
Zindagi ka safar hain yeh kaisa safar
Koi samjha nahin, koi jaana nahin
Zindagi ka safar hain yeh kaisa safar
Koi samjha nahin, koi jaana nahin
Woh shaam kuch ajeeb thi
Yeh shaam bhi ajeeb hain
Woh kal bhi paas paas thi
Woh aaj bhi kareeb hain
Akele hain chale aao jaha hon
Akele hain chale aao jaha hon
Kaha awaaz de tumko kaha hon
Akele hain chale aao jaha hon
Hai duniya uski zamaana ussi ka
Mohabbat mein jo ho gaya ho kisi kaLoota jo musafir dil ke safar mein
Hai jannat yeh duniya uski nazar mein
Loota jo musafir dil ke safar mein
Dil usse do jo jaan de de
Jaan usse do jo dil de de
Ye pyaar ke nazaare hain dekh lo jidhar
Ab naachti hai duniya khushi ka hai asar
Yaar chulbula hai haseen dilruba
Jhooth bolta hai magar zara zara
Toh bolo ji kya kare deewana
Toh bolo ji kya kare deewana
shammi kapoor
Aye dil deewane, khel hai kya jaane
Dard bhara yeh geet kahaan se
Inn hothon pe aaye door kahin le jaaye
Bhool gaya kya bhool ke bhi hai
Mujhko yaad zara sa
Phir bhi mera man pyaasa
Zindagi ko bohot pyaar humne diya
Maut se bhi mohabbat nibhayenge hum
Rote rote zamane mein aaye magar
Haste haste zamane se jayenge hum
Tum mujhe yun bhula na paaoge
Tum mujhe yun bhula na paaoge
Jab kabhi bhi sunoge geet mere
Sang sang tum ye gun gunaaoge
Haan tum mujhe yun
Deewaane ka naam toh poocho
Pyaar se dekho, kaam toh poocho
Chahe phir na milna
Arey chahe phir na milna
Aate jaate khoobsurat awara sadkon pe
Kabhi kabhi ittefaq se
Kitne anjaan log mil jaatein hain
chingari koi bhadkepaani mein aag lgaye
paani jo aag lgaye
to use kaun bhujaye
Mujhe teri chahat ke gam ki kasam
Zamaane ke har ek kasam ki kasam
Main tere liye hoon, tu mere liye sitamgar
Tere har sitam ke kasam
Dikhaayi na deti andheron mein jyoti
Agar tum na hote, agar tum na hote
Hamein aur jeene ki chaahat na hoti
Dil ko dekho, chehra na dekho
Dil ko dekho, chehra na dekho
Chehron ne laakhon ko loota
Haan, dil sacha aur chehra jhootha
Meri koi manzil nahi
Main ek awaara hoon
Jaaney do mujhe yaaron
Main kaun tumhara hoon
Mere samne wali khidki mein
Ek chaand ka tukda rehta hain
Mere samne wali khidki mein
Ek chaand ka tukda rehta hain
Woh bijli hai ham shola
Aaj na jaane kya hoga
Chaand se takkar suraj ki
Lo aaya din kayamat ka
Na main tumse koi ummeed rakhu dil naraazi ki
Na tum meri taraf dekho palak andaaz naharon se
Na mere dil ki dhadkan ladkhaay meri baaton mein
Ye jaahir ho, Tumhari kashmakash karaash nazaron se
Aise hi jag mein
Aati hein subehein
Aise hi shaam dhali
Neele gagan ke tale
Dekhi jo husn-e-zindagi
Aisi mujhe nigaah de
Aaya hoon sharmsaar mein
Ab toh mujhe panaah de
Ab toh mujhe panaah de
Hum aur tum aur yeh sama
Kya nasha nasha sa hai
Boliye na boliye
Sab suna suna sa hai
Kisi patthar ki moorat se
Mohabbat ka iraada hai
Parastish ki tammana hai
Ibaadat ka iraada hai
Nazar bachaakar chale gaye woh varna ghaayal kar deta
Dil se dil taqra jaata to dil mein agni bhar deta
Varna ghaayal kar deta
Rang aur noor ki baarat
Kise pesh karoon
Ye muraadon ki hasiraat
Kise pesh karoon
Kitne jalwe fizaaon mein bhikre magar
Maine ab tak kisiko pukaara nahi
Tumko dekha toh nazrein ye kehne lagi
Humko chehre se hatna gawara nahi
Dil to pehle hi se madhosh hian, matwala hain
Aur kuch aapne deewana bana daala hain
Dil to pehle hi se madhosh hian, matwala hain
Aur kuch aapne deewana bana daala hain
Main soya akhiyaan neeche
Teri zulfon ke neeche
Duniya ko bhool diwani
Ab raha zamana peeche