This is just a fun post on arjun-subhadra-kuntiI was getting boared so thought 2 do some masti 😉
S- "Arya aap? Itni raat ko? Kuch chahiye tha?"
Ar-"ha subhadra wo mujhe kuch chocolates chahiye tha. Kya tum mujhe de sakti ho?"S- "itne jaldi aapne sare chocolates kha liye? Kal hi to maine aapko 10 dairymilk toufe mein di thi?
Ar- "Are kya batau tumhe Panchali ne sare chocolates mujhse chin kar le gyi hain. Ab tum mujhe kuch chocolates aaj isi waqt do warna main dhyaan hi nhi laga paa raha hoon apne teerandaji par!"
S- "ye uchit nahi hain arya! Mere paas bas 1 hi chocolate hain aur wo main akele khaungi! Bas! Ab aap jaiye."
Ar- "Are suno to main pakka kal subha tumhe nayi chocolates laa kar dunga par abhi mujhe wo last chocolate de do pls!"
Itna shorgol sunke mata Kunti bhi aadhi raat ko Subhadra ke kamre mein phahuch gyi!!
K- "Arjun, Subhadra itni raat ko tum dono jhagar kiu rahe ho?"
S- "Maa dekho na Arya mujhse chocolate maang raha hain aur mere paas bas ek hi chocolate hain L main nahi dungi. Wo zid kar rahe hain ab aap hi samjhaiye naa!"
Kunti sochne lagi ki uske Putra Arjun kabse chocolate khane laga? Wo bhi bina bataye?!
K- "Arjun? Ye main kya sun rahi hoon? Tum chocolates kha rahe ho? Tumhe maine bachpan mein sikhaya than a chocolates mat khao warna mote ho jaaoge?"
K- "Arjun moun raho! Maine tumse ye umid nahi ki thi! Ab kalse pure ek mahine tak no chocolates samjhe?"

Arjun becm very disappointed and said -"Jo aadesh Mata"

K- "Aur Subhadra tum chinta mat karo main tumhe kal hi bhut saare chocolates kharid kar dungi lekin ek shart par!"

S- "Ab kaunsi shart?!!"

K- "Yahi ki tumhe chocolate ki adha hissa mere sath share karni paregi!"
Subhadra bechari kya kare chocolates ke lalach mein ye shart bhi maan gyi.
