Yes 4 me both r right! !Raja or madhu dono he sahi hain
Agar problem hai to dono ki situation ki jiski wajah se dono k beach prob hai
Why madhu? ?
Madhu apni jagah bilkul sahi hai see madhu jo mathura mein ek simple si life spend karti thi n radha jee ne use sabse door rakha meaning television n chamak dhamak k world se but still aisi age mein in sab cheezo kya koi door rahe sakta hai
Kisi superstar ka fan hona galat nhi hai wo abhay kapoor ki fan thi bcoz wo abhay kapoor k bare mein ya apne past k bare mein kuch nhi janti thi wo srif normal crush tha jo her fan ko apne star k liye hota hai but kyoki usne radha jee se promise kiya tha isliye wo in sab cheezo se door rahi but kyoki radha jee ko health prob Ho gayi isliye wo Mumbai gai n situation he thi jo wo AK ki pa ban gayi n wo happy thi kyoki wo uska superstar wala crush tha n kyoki madhu ka nature bahot he zyada lively hai n wo fun loving hai is wajah se madhu se AK ko pyaar ho gaya n AK ne use propose kiya n kyoki madhu ne jiske sapne dekhe wo achanak usk samne aa gya to wo bhi kuch samajh nhi payi n accept kar liya AK ne madhu ko dhoka diya n uski shadi mental person se kara di
Madhu k sare sapne toot gaye but fir bhi madhu ne raju ko sambhala n shayad us se pyaar karne lagi but jab raju raja bana to ek baar phir madhu k sapne toot gaye n wo ek aisi jagah chali gayi jahan orthodox thinking hai n jo bhi dikhaya gya hai Kisi bhi city ki girl ko village mein adjust karna prob karega
Why raja??
Raja bhi apni jagah bilkul sahi hai sab jante hain ki krk kaisa tha agar wo hota to shayad raja ko aisa nahi ban ne deta par kyoki tauji ne raja ko bada kiya to raja unk jaisa ban gaya
Raja ko uski family member he marna chahte the jiski wajah se uska accident hua n wo mental ho gya but jis ladki ki wajah se wo teekh hua raja ko usi ladki se pyaar ho gaya but kyoki raja apna pyaar teekh se nhi jata pata madhu galat samjhti hai raja dill se acha hai wo females ki respect bhi karta hai n sabki care bhi karta hai
So mere liye dono he right hain n jo 30 days bet track start kiya hai is track mein bahot potential hai.