Bhratashri ki buddhi din pratidin aur bhi bhrast aur dushit hoti jaa rahi hai.Woh kehte hain na'vinaash kale viparit buddhi' aasa hai ki bhratashri ka vinaash /aant nikat ho.Aaj aapki posts in woh wayakulta Jhalak rahi hai no hum sabme hoti hai jab woh bhratashree tv pe aata Hain
Unhe Dekh kar humain aajkal duryodhan ki yaad aati hai
Lagta hai apni Biwi ke swabhimaan ke liye rk ko Mahabharat Ladni padegi