Rishte me to wo sabka baap lagata hai,naam hai "BALRAJ CHAUDHARY"
Hye kya introduction diya hotel manager ko...wa wa...
issi andaaj pe to hum fida hai...😳.
biryaani kia kya description diya hai...😃
alloo ko kya promotion kiya hai...are par mere ballu a mood off hua na...😡
aur ye RK.are RK kuch to sharm to karo...😡..apane sasur ki collar pakadata hai...😡
aur upar se puchata hai...meri heroin ka baap hai kya tu?😉
thodi to sharm karo...😆
Mahapurush hai bahi apana Ballu!!!
dont angree him...varana dekha na Paddy ki kya halat ki....
bechari ne vohi jayaka laya apne left hand se bharate me...👏.
aur kya nose paaya hai Ballu ne...bilkul kutte jaisi👏😃
paddy k haath k khane ka jayaka naak se jaan liya...👏
wa wa.👏
Ballu to real me mahapurush hai...
👏👏
warning-ye ballu da bam hai...jis par bhi gira.samjho gaya...
👏