are yar kya nachi aj maj vaibhabii aur sath hi sre faculty aur gunny ko dekh kar vidya ki to hosh ud gayi hahahah aur maj vaibhabi sachme ajeeb tarike ki dance kar rahi thi hahahah ae has has kar pet me dard hua yar aj ka episode tooooo kamal ka tha yarrrr matlab maza agaya aur to aur aj rummy thoda senti hogaya tha jab wo Q of hearts keh raha tha sameera ko hahahahha par maj vabhabi was shoo cute yar
what do u all think????