Originally posted by: LRL crazy fan
omg CAPT
ab bas karu hasa hasa k maar daloge kya😆
thankgod tumhara username CAPT RAJVEER nahi hai
warna sari kudiya tumhe raj samajhkar tuhe pareshan kar deti
badi mushkil mein dal jatein dost 😉
Main bach gaya😊😳Main bahut sharif hoon😊😆😳